Main SMS Messages3698 messages

Tamana hai meray dil ki k Main hoon or bus Wo ho mOhs!N
Ye wo hasrat hai jis hasrat pe khud hasrat ko hasrat hai
Mumkin hai tery baad bhi aati hon gi baharen Mohsin
Gulshan Main tery baad kabhi ja kr nahi dekha
Sirf Iss Shooq Mein Poochi Hain Hazaron Baatain

Keh Main Tera Husan, Husan-E-Biyan Tak Dekhon...!!
Hazaron Gham Khaye Hain Main Ny Zindagi Mein

Koi Bhi Sun'ne Wala Nahi Mera Dard Bhara Afsana...!
Kia tha Maine osse saccha pyar
Kia tha Maine oska intizar
Kia tha Maine osse wada
kia itna kamzor tha mera pyar
Jin ki Fitrat Main Qarar Bhot Tha
Unka Milna Dushwar Bhot Tha
Jo Mere Hathon ki Lakeeron Main Na Tha
Mujy Us Shakhs se "Pyar" bhot Tha
Marnay k bad meri ye kahani likhna
Kese hui Barbad meri ye Jawani likhna
Ye likhna usay Intizar bahot tha kisi ka
Aakhri saans ki kesay hui Rawani likhna
Jo QasMain khai thi us ne Piyar me
Un Qasmon ki kya hui us per Mehrbani likhna
Har Lamha apse milne ki arzo kyo hai
Is qadar apko sochne ki adat kyo hai
Har Pal ankho Main rehti hai ap he ki surat
Phir b bar bar apko daikhne ki hasrat kyo hai
Khuwabon Ki Ek Basti Thi
Ek Larki Us Main Rehti Thi

Apne Ghar K Angan Main
Kuch Sapne Boya Karti Thi

Apne Kamre Ki Khirki Main
Bondon Se Khela Karti Thi

Sab K Samne Hansti Thi
Chup Chup K Roya Karti Thi

Khud Hi Khud Se Kehte Rehna
Dosto Se Kuch Na Kehti Thi

Chand Ko Ghante Takte Rehna
Phir Khud Se Batain Karti Thi

Dekhne Wali Sab Ankhon Ko
Chand Ka Tukra Lagti Thi

Jab Toot Chuki To Sab Ne Jana
Wo Pyar Kisi Se Karti Thi
Labon ki sersarahat se
badan k choor hony tak

Main tujh ko is tarah chahoon
K meri saans ruk jaye

Khataon par khata'ain hun
Na ho kuch baat kehny ko

Main tujh men yun sama jaon
K meri saans ruk jaye

Na himmat tujh men ho baqi
Na himmat mujh men ho baqi

Magar itna qareeb aaon
K meri saans ruk Jaye

Tery honton pe jab rakhun
Main apny hont kuch aesy

Ya teri pyaas bujh jaye
YA MERI SAANS RUK JAYE
mErE sAtH hOtA tHa UjAlA JiNkA
uNhE aAj MeRe AnDhErO kI fIkR hi nHi

ThAaM kE HaTh ChAlTe ThE hUm RaAhOn Main
ChHoRA to Ek BaAr PeEcHe MuDKaR dEkHa BhI Ni
Its A Voice Of Father

~*~ Umar Bhar Jis Phool Ki Main Ne Parwarish Ki ~*~


~*~ Jab Khushbuu k Qaabil Hua Tou Ghairo'n ko De Dia ~*~