Maan SMS Messages455 messages

pehlay se ab wo rang ,wo melay kidhar gaye
hoti thi jin se dhoom wo jazbe hi mar gaye

aankhon ka noor, dil ka ujaala bhi lay urray
hum ko to apne dost hi sunsaan kar gaye

haaye wo chhaaon ddaaltay chhatnaar kia huay
haay wo paaon choomtay daryaa utar gaye

ik lamha teri yaad se ghaafil huay thay hum
ik lamhay main hi kitne zaMaanay guzar gaye

koi na shab ki tergi main saath de saka
kuch de gaye farayb to kuch yoonhi dar gaye

hum reh gaye hain SHAM jo tanha to gham nahi
kab ehl e dil k saath bhala kam nazar gaye
Zara dhehaan rakhna
Ye meri pehli muhabbat hai
Wafa ka Maan rakhna
Ye meri pehli muhabbat hai
Kahan es umer main hum bhes badlain gain faqeron ka
Milan asaan rakhna
Ye meri pehli muhabbat hai
Judai k dino main loog chehray bhool jatay hain
Meri pehchaan rakhna
Ye meri pehli muhabbat hai
Hum Ne Kisi Ki Yaad Main Rona Hi Chor Diya
Apni Zindagi Ko Talaash Karna Hi Chor Diya

Sab Beeti Hui Baatein Bhula Di Hum Ne
Ab Dil Main Maazi Basana Chor Diya

Kaanton Se Bhar Dete Hain Log Daaman
Hum Ne Aangan Main Phool Khilana Hi Chor Diya

Kabhi Na Maangen Ga Kisi Se Bheek Mohabbat Ki
Is Hi Liye Hum Ne Pyaar Karna Hi Chor Diya
Ek Khushi Dil Ne Kia Maang Li
Meri Har Khushi Ko Nazar Lag Gyi
Wo chahti hai mohabbat ki bheek Maangun
Us ko maalum shayed meri khud-daari ki intiha nahin

Agar aazmanay par he raazi hai meri anna to dekhna
Mujh say barh k phir zaMaanay mein koyi be-wafa nahin..
Maang Lenge Tujhe Apne Khuda Se Hum
Cheen Lenge Tumhe Har Kisi Se Hum
Mere Siva Tum Pe Haq Nahin Hai Kisi Ka
Na Karna Bewafai Mujh Se Kabhi Varna
Duniya Chod Denge Hum
Na karo ham say rag-o-jaan mein saMaany ki baatein

Khultay nahin ham kisi pay aagahi ki hadd tak!
Bicharr ke mujh se tum bhi jee na paoge
Sach kehta hoon mere bin bohat pachtaoge
Bardasht ka paiMaana hai mera bhi bohat wasi
Bolo kitna rulaoge bolo kitna sataoge
Yaadein meri satayengi baatein meri rulayengi
Meri nigahon se tum khud ko kahan tak chhupaoge
Saaya bhi hua karta hai kya kabhi Insaan se judda
Tum jahan bhi jaoge saath mujh ko paoge
Kardega mera khaloos yeh haalat tumhari
Raaz e Dil zaban tak laoge aur keh na paoge
Karta hoon intezaar us lamhe ka main
Jab mujhe apna keh ker paas bulaoge
Kaise Batau Use,

Nahi Isme Koi Meri Khata,

Khel Hai Ye Sitaron Ka,

Ye Chand Tu Use Bata;

Bandish Hai Ye Fizao Ki,

Aa Maangle Khuda se Ek Umar Duao ki
Humari ankh me Paanee Bahot Hai.
Ke Is Duniya me BeiMaani Bahot hai..
Mohabbt humne kee Hai,Humse Poocho...
Mohabbat me Pareshani Bahot Hai....
RaaStOn Kii Marzii hAi
Be-Zameen lOgon Ko
Be-Qarar AankhOn Ko
Bad-NaSeeb QadmOn Ko
Jis Traf Bhi Ley jAien
RaaStOn Kii Marzii hAi

Be-NiShaan JaZeerOn Pey
Bad-gUMaan ShaarOn Mein
Be-Zubaan mUSafir Ko
Jis Traf Bhi Bhatka dien
RaaStOn Kii Marzii hAi

ROk Lien Ya Barhney Dien
Thaam Lien Ya Girney Dien
Vasl Kii LaKeerOn Ko
tOr Dien Ya Milney Dien
RaaStOn Kii Marzi hAi

AjnAbii Ko Ley Kar
hUmSaffar Bana Daalien
Saath Chalney WalOn Kii
Raakh Bhii Ura Daalien
Ya mUSaafatin Saarii
Khaak Mein Milla Daalien
RaaStOn Kii Marzii hAi ...!!!
Mujhe naaz hai ke too mera pyar hai...
Tum ho to mujhe jine ka arMaan hai...
Tumhe milne se dil khil uthta hai...
Meri zindagi ki ek toohi pahechaan hai...
Tere siwa mujhe kisi se kya kaam hai...
Tere bina mera jina bhi bekaar hai...
Mujhe naaz hai ki toohi mera pyar hai...