Lafz SMS Messages193 messages

To Meri Chahat Ka Ek Lafz b Na Parh Saka

Ey dil nasheen

Mein tery Diye Huey Dard Ki Kitab Parhty Parhty

Aksar So Jata hun

Good night
kabhi Lafz bhool jaon
Kabhi baat bhool jaon
Tujhe is qadar chahon
Apni zaat bhool jaon
uth ker jo kabhi tere
paas se chal doon to
jaate huwe khud ko
tere paas bhool jaon
Log Kahtey Hain Kyu Mohabbat Ka Ezhaar Nahi Karte
-
Hum Kahtey Hain Jo Lafzon Main Beyan Ho Hum Wo Muhabbat Nahi Karety
Betha tha neem ki chaaoun main ek shaam
Ek pari aayee aur kaha kay aarzoo kiya hai
Kaha kay aankh num hai dil jall raha hai
Bas! ek meethi si khushbo-e-Hina hai
Kehti hai `MUSAFIR` yeh khushbo kiya hai
Kaha kay pagli! sirf ek khayal hai bas
Masoom Lafzoon main chupi ek tasveer ayaan hai
Poochti hai Musafir! yeh jadoo kiya hai
Kaha kay Har Nazar na aanay waali cheez jadoo hai
Masoom! poochti hai tumhain aakhir justujoo kiya hai
Kaha kay usay pana mayri khwahish nahin,
Usay mehsoos karna mayri justujoo hai
Ab tum bhi lout jaao pari
Sooraj bhi ghar ko chal diya hai…
kabhi Lafz bhool jaon

Kabhi baat bhool jaon

Tujhe is qadar chahon

Apni zaat bhool jaon

uth ker jo kabhi tere

paas se chal doon to

jaate huwe khud ko

tere paas bhool jaon
Mere Wajood Ki Mujh Mein Talash Chhod Gaya,
Jo Puri Na Ho Kabhi Aisi Aas Chhod Gaya,

Wo Chahaton Ki Talab Mann Ki Pyaas Chhod Gaya,
Mujhe Bana Ke Wo Ek Zinda Laash Chhod Gaya,

Yehi Karam Nawazi Uski Mujh Pe Kaam Hai Kiya,
Ke Khud To Door Hai Yaadein To Paas Chhod Gaya,

Jo Khwahishein Thi Kabhi Hasraton Mein Dhal Gayi Ab,
Mere Labon Mein Wo Ek Lafz "KAASH" Chhod Gaya,

Ye Mera Zarf Hai Ek Roz Usne Mujhse Kaha,
Ke Aam Logon Mein Ek Tujhko Khaas Chhod Gaya,

Baharon Se Mujhe Isi Liye To Nafrat Hai,
Inhi Raaton Mein Mujhe Wo Udaas Chhod Gaya,
Zaat ban k meri zaat me raha krta he

Ik shakhs he jo mjh me basa krta he

mery chehry me nazar aata he chehra us ka
uska tabbasum mery honton pe khila krta he

mere Lafzon se ada hoti he baatain uski
mere lehje se gharoor us ka chalka krta he

meri neendon pe he barson se hakoomat uski
khwab ban k wo meri palko pe saja krta he

is had tk meri hasti main moujood he wo shakhs
mery har naksh me aks us ka mila krta he
mere Lafzon ki pehchan agr kr leta wo
Use mjh se nahin khud se hi muhabat ho jati
Zaat ban k meri zaat me raha krta he
Ik shakhs he jo mjh me basa krta he

mery chehry me nazar aata he chehra us ka
uska tabbasum mery honton pe khila krta he

mere Lafzon se ada hoti he baatain uski
mere lehje se gharoor us ka chalka krta he

meri neendon pe he barson se hakoomat uski
khwab ban k wo meri palko pe saja krta he

is had tk meri hasti main moujood he wo shakhs
mery har naksh me aks us ka mila krta he
Ab samajh laitay hain meethy Lafz ki karhawat

Hogaya hai zindagi ka tajurba thora bohot
Zawal-E-Shab mein sitaron ne sath chor dia. . .
Hawa chali to chiraghon ne sath chor dia. . .
Mila jo moka muje un se baat karne ka …
Mera naseeb k Lafzon ne sath chor dia. . .
Wo Ru-baroo tha magar usko dekhte kese ?
Wo Rang-O-Noor tha,Ankhon ne sath chor dia
Lafz Lafz likhon teri tareef mai,

.

.

.

Lafz Lafz Lafz

Lafz Lafz Lafz

Lafz Lafz Lafz

Lafz Lafz Lafz

Kafi hain ya aur likhon?