Kiya SMS Messages558 messages

Sabhi jungli janwaro ko suchit Kiya jata he ki
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
-
AAP to aise padh rahe ho, jaise suchna aapke liye ho..
zindgi apni masti me jiya kr

ishq bohat buri cheez hy na Kiya kr

tu apna pura dhiyaan career py mor dy

or apni sari girlfriend mare liye chor dy :-D
Ankhon nay kaha
Mohabbat ansoo ka samandar hai
jo kisse kay intezar may khamoshi say
behta hai

Dil nay kaha
Mohabbat kisse ko Khamoshi say chahay janay ka naam hai
kay aakhire
waqt bhee Izhar na Kiya jay

Naseeb nay kaha
Mohabbat wala duniya ka khush Kismat tareen insaan hai
Aur jiss kay Dil may Mohabbat nahin
Woh duniya ka Badd Tareen shakhs Hai

Nafrat nay kaha
Aakhiri Jeet Mohabbat ki Hoti hai
Har sham se tera izhaar Kiya karte hai,
Har khwab me tera didar Kiya karte hai,
Diwane hi to hai hum tere,
Jo har waqt tere milne ka intzaar Kiya karte ha
Har dhadkan pe aapka naam liya karte hain,
Aap ho humey apni jaan se bhi pyare,
Tabhi to waqt be waqt yaad Kiya karte hain


Samandar mein "Gahrai" ki tarhan
Pyar mein "Judai" ki tarhan
Dosti mein "Chahat" ki tarhan
Mohabbat mein "Wafa" ki tarhan
Meri zaban par tum rahte ho "Dua" kei tarhan


Ankhain aap ki hoon par anso mere
Zindagi aap ki ho par sansain meri
Dil aap ka ho par dhadkan meri
Zindagi k akhri more par dua hogi ye
Kafan aap ka ho aur mout meri
Sitam to yai hai ...

Sitam to yai hai kai ham tum sai dil laga baithey
Apni khushiyoon ko bhi ham tum pai hi loota baithey
Sitam to yai hai....

Tujh ko chaha tha itna kai ham bata na sakkey
Teri chahat ko bhi dil mai ham chupa na sakkey
Sitam to yai hai....

Tum nai samjha na tha kaabil apney ham ko
Issliye tum mohabbat ko tum mitta baithey
Sitam to yai hai....

Bharrey Bazm mai jo tum nai mujh ko ruswa Kiya
Iss ruswayee ko to ham wahi mitta baithey
Sitam to yai hai....

Meri waffa ka badla jo jaffa sai diya tum nai
Teri iss sitam ko bhi ham dil mai bassa baithey
Sitam to yai hai....
zindagik kisi mor per khud ko tanha na samajhna,me tere sath hun apne se juda na samjhna,me tujhse jan se bad kar pyar karta hun,meri muhabbat ko bura na sajhna,tum phuloon ki tarah khubsurat ho,masoom ho,dekho meri is tareef ko bejaan na samjhna,umar bher tera sath dene ka wada Kiya he,zindagi ne agar sath na diya to bewafa na samjhna,ab b tune mere pyar ko thukraya sanam,ise mera muqaddar jan na apni khata na samjhna..
Pyaar kamjor dil se Kiya nahi ja sakta,
Zeher Dushman se liya nahi ja sakta,
Dil mein basi hai ulfat jis pyar ki
us ke bina jiya nahi ja sakta.

Saath rehte rehte yuhin waqt guzar jayega
Door hone ke baad kaun kise yaad aayega
Jee lo ye pal jab humsath hai
kal ka kya pata, waqt kahan le jayega
Ehsaas use bhi hoga ek din apni jafa ka
rula dega use ek din khayal meri wafa ka
usne insaan sa sulook bhi na Kiya mujhse
jis insaan ko maine darja diya khuda ka..Ehsaas use bhi hoga ek din apni jafa ka
rula dega use ek din khayal meri wafa ka
usne insaan sa sulook bhi na Kiya mujhse
jis insaan ko maine darja diya khuda ka..
hamne apni sanso par unka naam likh liya,
nahi jante the ki hamne kuchh galat Kiya,
wo pyaar ka vada hamse karke mukar gaye,
khair unki bewafai se kuchh to sabak liya......
Saahil Ki Ret Par Ek Baar Tera Naam Likha Tha Maine
Tanhai Ke Un Palon Mein Tujhe Hi Yaad Kiya Tha Maine
Saagar Ki Maujon Ne Tera Naam To Mita Diya Par
Na Mit Saka Woh Naam Jo Dil Pe Likha Tha Maine
pahonch hai humari chand tak,ye taare bhi salam Kiya karte hai ,ye aasma bhi jhuk jata hai....jab hum aapko yaad Kiya karte hain.