Kiya SMS Messages558 messages

Karbla Ko Karbala Ki Shan Per NAZ Hai ..

Us Nawase Pe Mohummad Mustafa (SAWW) Ko NAZ Hai ...

Yu Tu Lakhon Ne Sajdy Kiye Per

" Hussain" Ne Wo Sajda Kiya Jis Pe Khuda Ko NAZ Hai
karbala ki khak per Kiya admi sajday main hai

maut ruswa ho chuki hai zindagi sajday main hai

ALI(A.S)ka bach raha tha waqt-e-fajar

FATIMA(S.A) KA LAL SHAYAD AB USI SAJDAY MAIN HAI
Humko Ali(as) Ke Ishq Ne Aala Banaadiya!!!!
Qatra Tha Hussain(as) Ne Dariya Bana Diya!!!!
Jab Maatami Libhaaz Kiya Humne Zeb-E-Tan!!!!
Humko Gham-e-Hussain(as) Ne Kaaba Banadiya!!
aale nabi ka zikr tha jin waKiyaat main
who waKiyaat miltey nahin hai Deeniyat main
jin par fakeer bheek bhi mangtey nahn
woh naam shamil hogaye islamiyat main
Pani ki Talab ho to ek kaam Kiya kar

Karbala ke Naam pe ek jaam piya kar

Ki mujh ko Hussain Ibn e Ali (A.S.) ne yeh Nasihat

Zalim ho Muqabil to mera Naam liya kar
mein kissi dil ke tootney ya us ko zahmi karney kee wajah naheen banna chahta, iss liye meree request hai k mere jitney sms funny they k jin mein kissi ko mazaq Kiya ghaya tha, wo kissi ko forward na kiye jayein.
Arz Kiya hai...
tuhaar chehraa moti samaan...
tuhaar chehraa moti samaan...
moti hamaar kutte ka naam.
aRz Kiya haI aankhon mein noor hai chehre pe suroor hai
aankhon mein noor hai chehre pe suroor hai
apni kisi friend se baat he karva do
meri shaadi abhi bohat door hai
wah wah wah
Kanjoos ki zindagi kya jeena..
kabhie meri tarah jiya karo.

roz meri SMS padhke sharam nahin aati
kabhie khud bhi SMS Kiya karo !!
10 things i like in u.

1.ur choice-me as ur frnd.
2
3
4
5
6
7
8
9
10
Ankhe fad k kya dekh rahe ho uske baad koi dhang ka kam Kiya hai kya
kanjos ki zindagi kia jeena.
kabhi humari tarah b jiya karo.
roz mere sms par kar sharam nai aati.
kabi khud b sms Kiya karo.
kanjos ki zindagi kia jeena.
kabhi humari tarah b jiya karo.
roz mere sms par kar sharam nai aati.
kabi khud b sms Kiya karo.
..
.....
......
.....
...
ab to kar do sms...