Kiya SMS Messages558 messages

Neend se Kiya shikwa karun
mai
Neend se Kiya shikwa karun main...."sagar" Qasoor to us chehray ka hai jo mujhe sonay nahi deta.....!
Pathan ki Maa pathan se
Pathan ki Maa pathan se ;

"Uth jao dekho Sooraj kab ka

nikal aaya hai".
.
.
.
.
Pathan : "To Kiya hua,

Wo sota bhi to Maghrib se pehlay hai...:-)"

GOOD MORNING
Neend se Kiya shikwa karun
main...."sagar"
Qasoor to us chehray ka hai jo mujhe
sonay nahi deta.....!
Neend se Kiya shikwa karun
main...."sagar"
Qasoor to us chehray ka hai jo mujhe
sonay nahi deta.....!
Dad – aaj tak tune koi aisa kaam Kiya hai jis se
mera sar uncha huaa ho ?
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
Son – ek baar aapke sar ke niche taKiya lagaya tha
bhul gaye..:P:P
Ek couple date pe tha, Dad ne

dekh liya !!!

Dad ne call Kiya..beta kaha ho ...?

Beta := exam dene aaya hu !

Dad := "par dhyan se, agar es

exam ka result aa gya to jan se mar dunga
neend se Kiya shikwa karun main....! sagar

qasoor to us chehray ka hai jo mujhe sonay nahi deta.....!
Us Ne Samjha Hi Nahi Aur Na Samjhna Chaha,

K Mein Chahta Bhi Kiya Tha Us Se , Sirf Us K Siwa
Betha tha neem ki chaaoun main ek shaam
Ek pari aayee aur kaha kay aarzoo Kiya hai
Kaha kay aankh num hai dil jall raha hai
Bas! ek meethi si khushbo-e-Hina hai
Kehti hai `MUSAFIR` yeh khushbo Kiya hai
Kaha kay pagli! sirf ek khayal hai bas
Masoom lafzoon main chupi ek tasveer ayaan hai
Poochti hai Musafir! yeh jadoo Kiya hai
Kaha kay Har Nazar na aanay waali cheez jadoo hai
Masoom! poochti hai tumhain aakhir justujoo Kiya hai
Kaha kay usay pana mayri khwahish nahin,
Usay mehsoos karna mayri justujoo hai
Ab tum bhi lout jaao pari
Sooraj bhi ghar ko chal diya hai…
Hadees!

Hazrat Abu Huraira (R.A) se Riwayat hai K
Rasool-e-Akram (S.A.W.W) ne Farmaya,
1 Dinaar Woh Hai Jo Tu ne ALLAH ki Raah mein Kharch Kar Diya

Aur
1 Dinaar Woh Hai Jo Tu Ne Ghulaam Aazad Karne mein Sarf Kiya

Aur
1 Dinaar Woh Hai Jo Tu ne Miskeen par Sadqa Kiya

Aur
1 Dinaar Woh Hai Jo Tu Ne Apne Ehl-o-Ayaal par Sarf Kiya.

In Mein Sab se Zyada Bayis-e-Ajr-o-Sawaab Woh Hai
Jo tu ne Apne Ehl-o-Ayaal par Sarf Kiya. {Muslim Sharif}
Tujhe baaho me barkar kitna pyaar Kiya tha,

Kya yaad tujhe hai tune ikraar Kiya tha,

Kitni raate hamne saath-saath gujaari thi,

Aur maine tujhe choom-choom kar bekraar Kiya tha.

Chehrey pe merey Zulf ko Phailaao kissi Din
Kiya Roz garaj-tey ho, baras jaao kissi Din

Raazon ki tarha utro merey Dil mein kissi shab
Dastak pe merey haath ki khul jaao kissi Din

Phoolon ki tarha “husn” ki baarish mein naha loon
Badal ki tarha jhoom ke ghir aao kissi Din

Khushboo ki tarha guzro merey Dil ki gali say
Phoolon ki tarha mujh pe bikhar jaao kissi Din

Phir haath ko khairaat miley bund qaba ki
Phir Lutf -e- shab-e-wasl ko dohraao kissi Din

Guzrein jo merey ghar sey tou ruk jaaein Sitaarey
Iss tarha meri Raat ko chamkaao kissi Din

Mein Apni har aik saans ussi raat ko dey doon
Sar rakh ke merey seeney pe so jaao kissi Din