Khuwab SMS Messages86 messages

Kaho
woh dasht kaisa tha
jidher sab kuch luta ayee
jidher ankhain ganwa ayee

kaha
sailab jaisa tha
buhat chaha k bach niklain
mgar sab kuch baha aye

kaho
woh vasal kaisa tha
tumhain jab cho lia us nay
toh kia ehsas jaga tha

kaha
us rastay jaisay
jidher say bus guzrana tha
Makan lakin bana aye

kaho
woh chand kaisa tha
falak say jo utar aya
tumhari ankh main basnay

kaha
woh Khuwab jaisa tha
nahin tabeer thee us ki
usay aik shab sula aaye
Dil wale ankhun ki baat samajh lee hain....Khuwab main mil lete hain...Rota to asman bhi hai kisi ke piyar main Lekin Log usey Barsat samajh Lete Hain....
Sari Haqeqaton Ko Khuwab Kar Kay
Umar Bhar Ki Khushiyoun Ko Sarab Kar Kay
Badal Gaya Hai Woh Chahaton Say
Meri Aadaton Ko Kharab Kar Kay
Nnikal aate hai aansoo rone se pehle…
Toot jate hain sare Khuwab sone se pehle…

Kehte hai k pyar ek saza hai,
Kash koi rokta mujhe pyar hone se pehlay
Kabhi jo dekhni ho meri mohabbat
Tu mri chahaton mein aa jana
Kabhi jo karni ho mujhsay batein
Tu meri yadon mein aa jana
Kabhi chaho mehsos karma pyar mera
Tu meri aankho mein aa jana
Kabhi jo sun nani ho awaz meray dil ki
Tu meri dharkano mein aa jana
Kabhi jo pao khud ko akela sa
Tu meri rahon mein aa jana
Kabhi jo so na pao meri yaad mein
Tu meray Khuwabon mein aa jana
Yaadon ke khuwaab dikhati hain
Mujhe saari raat jagati hain
Kab Dil ke raaz chhupati hain
Palkon ke dareeche kholti hain
Kuch apni zaban main bolti hain
Bas apni baat manwati hain
YEH AANKHEN BOHAT SATATI HAIN
Ek aan main faisla karti hain
Yeh kab ruswayi se darrti hain
Yeh ghungroo baandh nachati hain
Her waqt yeh jaagti rehti hain
Ek khoj main bhaagti rehti hain
Thak haar ke wapis aati hain

YEH AANKHEN BOHAT SATATI HAIN
Chupke se kahin larr jaati hain
Phir Khuwabon se bhar jaati hain
Jab toote shor machati hain
Yeh royen to Dil bhi rota hai
Kab in se judda yeh hota hai
Yeh Dil ko rog lagati hain
Kyun pyaar kiya pachtati hain
YEH AANKHEN BOHAT SATATI HAIN

YEH AANKHEN BOHAT SATATI HAIN
ab kis say kahein aur kon sunay jo hal tumharay bad huwa is dil ki jheel si akhon mein ek Khuwab bohat barbad huwa is shehar mein kitnay chehray thay kuch yad nahi sab bhool gay ek shakhs kitabon jaisa thaw oh shakhs zabani yad huwa
Barson k baad Dekah ek Shakhs Dil-Ruba sa,
Ab Zehn mai nahi hai per Naam tha Bhala sa

Ubroo khinche khinche se, Aankhein Jhuki Jhuki si,
Baatein ruki ruki si, Lehja thaka thaka sa

Alfaaz they k, Jugnoo Awaaz k safar mai,
Ban jaye Jangalon mai jis tarah Rasta sa

Khuwabon mia Khuwab us k, Yaadon mai Yaad uski,
Neendon mai ghull gaya ho, jese k Rat-jaga sa

Pehley b Log aaye kitne hi Zindagi mai,
Wo her tarah se lekin Auron se tha Juda sa

Agli Mohabbaton ne wo Na-Muraadiyan di,
Taza Rafaqaton se Dil tha Dara Dara sa

Tewar The Berukhi Ke Andaaz Dosti Ka
Wo Ajnabi Tha Lekin Lagta Tha Aashna Sa
,Saal Beetey, Dil Se Mere Ja Na Paye Tum
Sham Ki Tanhai Mein Phir Yaad Aaye Tum


Har Subah Paya Tumhein Khayalon Mein Apne Pas
Raton Ko Khuwabon Mein Mere Muskaraye Tum


Lagte Ho Mere Apne Jabase Tum Ho Dur
Na Jane Kyon Lagte Thay Pahle Kuch Paraye Tum


Piyar Hum Se Behisab Tha Tumhein Phir Bhi
Janey Kyon Hum Se Rahey Nazarein Churaye Tum


Jab Talak Tum Sath Thay Shikway Bhi Sath Thay
Kuch Nahin Ho Ab Mohabbat K Siwai Tum


Thak Gaya Hoon Zindagi Ki Rah Mein
Kaash Mil Jate Kahin Nazrein Bichhaye Tum
Zindagi ek raat hai..





Jis mein na jane kitne Khuwab hain,


Jo mil jain wo Apne hain,



Jo Toot jain wo sapne hain.>
Chalo Khuwab ankhon
me saja kr dekhtay
hain,


Chalo hum kisi ko apna
bana kr dekhtay hain,


Khoon k rishton se
atibar to uth gaya,


Chalo benaam rishtay
bana kr dekhtay hain,


Zindagi asaan ho jaye
shayad hamri,


Chalo hath ki lakeerain
mita kar dekhtay hain,


Andheri shab to kisi
surat katti nahi,


Chalo ghar apna jala kar
dekhtay hain,


Hamay maloom hai k
yum ne hamara hona
nahi,


Chalo tum pr ye zindagi
luta kar dekhte hein.-:>
Agar hota ikhtiar likhny ka

To mein apna Khuwab likhti

Tary hontho ko gulaab

Aur tary chahry ko chand likhti

Bhool ke tumhary pyar

mein sari kaynat ko

Tari bahoon kghairy mein

Apna anjaam likhti

Agaar mary ikhtear mein hota

Apni taqdeer ko likhna

Tumhain dekhna

Tumhain sochna

Mein apna kaam likhti