Kaha SMS Messages1166 messages

Kagaz ki kashti thi,pani ka kinara tha.

Khelne ki masti thi, Dil ye aawaaraa tha.

Kahan aa gaye is jawaani ke daldal me,

wo bachpan kitna pyara tha.
bhoole rastoon pe jana zaroori nahi

ab us ko aazmana zaroori nahi
ik ishara hi kafi hey us ne Kaha


dastanein sunana zaroori nahi
uski batein keh tehreer hon


reat per
saad un ko mitana zaroori nah
mein ne mangi thi ujaley ki fakat aik kiran,
tum se yeh kis ne Kaha aag laga di jaye...
jo bhi aave hai nazdeek hee bethey hai terey,
hum Kahan tak terey pehlu se khisaktey jaavein...

(aap ko meri poetry kaisi lagi,, rply zrur kijiye ga...)
yehi naasih jo hamein tujh se na milney ko Kahain
tujh ko dekhain to tujhey dekhney aaney lag jaaein

qurb achha hey magar itni bhi shiddat se na mil
ye na ho tujh ko merey rog puraanay lag jaaein
Meray dard ki Kahani meri hasraton sey poocho,
Mein luta hoon kaisey meray doston sey poocho,
Vo kehta Hy Mujhe Phoolon §e Piyar Hai
Lakin Jab Phool khilte Hain To Vo Unhain Tor Deta Hai
Vo kehta Hai Mujhe ßarishon §e Piyar Hai
Lakin Jab ßarish Hoti Hai To Vo Kamre Mai ßand Ho Jata Hai
Vo kehta Hai Mujhe Hawaon §e Piyar Hai
lakin Jab Hawain Çhalti Hain To Wo khirkiyan ßand kar Deta Hai
Aur Us Waqt Mujhe Darr §a Laga

Jab

Us Ne Kaha . . .

"Mujhe Tum §e Piyar Hai"
Dil Ki Aawaj Ko Izhaar Kehte Hai,

Jhuki Nigaho Ko Ikraar Kehte Hai.

Sirf Jatane Ka Naam Ishq Nahi,

Kisi Ki Yaado Me Jeene Ko Bhi Pyar Kahate Hai.
Phoolon Ki Tarha Lab Khol Kabhi...
Khushboo Ki Zubaan Mein Bol Kabhi.....


Yun toh gham sab ki zindagi mein hai
Zabt lekin kisi kisi mein hai
Us ne sun kar ghazal Kaha meri
Kitna dukh teri shayari mein hai....
Na Tasweer Hai Tumhari Jo Deedar Kiya Jaye,
Na Tum Ho Pas Jo Pyar Kiya Jaye,
Yeh Kaisa Dard Diya Hai Tum Nay,
Na Kuch Kaha Jaye,
Na Tum Bin Raha Jaye.
Muhbt rog hoti ha Kaha b tha . .
Rula k khud b roti ha Kaha b tha . .

Use tm dil ki dharti ka pta mt do . .
Ye us ma dard boti ha Kaha b tha . .

Kinare k buht nazdeek le ja kr . .
Ye kashti ko daboti ha Kaha b tha . .

Azal se is ki aadat ha zamane ko . .
Jaga kr aap soti ha Kaha b tha . .
Us Aakhri sham Us nE mere Hath apnE Hatho mE le kar Kaha tHa,

sunO!

TumHara hatH bohaT garam Hai..
aur yE waFa Dar loGo ki Nishani HaI,
Us sham MaiN BoHt KhusH tHa..
Itnaa kHush..
k!!

main Ye bhi Bhool Gaya..

K..

"Us sham Us key Hath Kitne Sard thy"
!!!!!