Kaha SMS Messages1166 messages

Shab-E-Firak Main Jo Maine Kal Neend Se Pocha
Too Kion Nahin Aati Mujh Ghareeb K Pass

Neend Ne Kaha Kuch Soch K Zara
Main Tere Pass Rahoon Ya Tere Naseeb K Pass
Koi deewana kehta hai koi pagal samjta hai..
Magar dharti ki becheeni ko bus badal samjta hai..
Main tuj say duur kesa hoon tu muj say duur kesi hai...
Yeh tera dil samjta hai ya mera dil samjta hai..
Mohabbat ek ehsason ki pawand si Kahani hai..
Kabe KABIRA deewana tha kabe MEERA deewani hai..
Yahan sab loog kehty hai meri ankhoon mai ansoon hai..
Jo tu samjhe to Moti hai jo na samjhe to pani hai..
Hazar un se muhabbat jatane wale hain
Zamane wale bhi lekin zamane wale hain...
Bahar jin ke naqsh-e-qadam pe nazan hai
Ye khush khuram qayamat uthane wale hain...
Woh beqasoor hain wada agar wafa na ho
Qadam qadam pe unhein wargalane wale hain...
Tumhari chashm-e-karam ne jinhein hawa de di
Woh khush shanas Kahan sar jhukane wale hain...
Unhein wafa-o-muhabbat ka tajurba hi nahin
Jo bekhabar unsey apna banane wale hain...
Shab-e-faraq sitaron se khaak dil behle
Ke rafta rafta ye sab doob jane wale hain...
Woh poochhte hain to sab haal arz ker Aman
Ye ittefaq Kahan haath aane wale hain...
KiSi roz bariSh mein ghaR se niklnA,

Khizan mein giray tootay paton pe chlna,

Tapakne lage ga jb darakhton se pani,

Tumhain yaad aye gi beeti Kahani,

Keh jb hm kisi sham tm se milay thay,

Mohabat ke raston pe hm tm chalay thay,

Wo berson ke kissay vo batain purani,

Tumhain yaad aye gi beeti Kahani.
Wo Keh Ke Chalay Itni Mulaqat Bohot Hay
Main Nay Kaha Ruk Jao Abhi Raat Bohot Hay

Aansoo Mere Thum Jayein To Phir Shoq Say Jana
Aisay Main Kahan Jao Gi Barsaat Bohot Hay

Wo Keh Nay Lagi Jana Mera Bohot Zaroori Hay
Nahi Chahti Dil Toron Tera Par Majboori Hay

Gar Hui Hou Koi Khata To Maaf Ker Dena
Main Nay Kaha Ho jao Chup Itni Kahi Baat Bohot Hay

Samajh Gaya Hon Sab Aur Kuch Kaho Zaroori Nahi
Bas Aaj Ki Raat Ruk Jao, Jana Itna Bhi Zaroori Nahi Hay

Phir Kabhi Na Aaonga Tumhari Zindagi Mein Lot Ke
Saari Zindagi Tanhayee Ke Liye, Aaj Ki Raat Bohot Hay
Koi naaz tha jo raha nahi,

Koi khayaal tha jo Kaha nahi,

Koi aarzoo thi dabi dabi,

Koi bojh tha jo hatta nahi,

Kisi morr pe to woh milay mujhay,

Koi morh aysa bana nahi...!
Mainey Kaha woh ajnabi hai

Dil ne Kaha ye dil ke lagi hai

Mene Kaha woh sapna hai

Dil ne Kaha phir b apna hai

Mene Kaha woh do pal ke mulakat hai

Dil ne Kaha woh sadiyo ka sath hai

Mene Kaha woh mere Haar hai

Dil ne Kaha ise ka naam to "PYAR" hai
Jab wo mera NAAM Apne haathon ki LAKEERON mein;

TALAASH Kr k THAK Gaya To dheere se sir jhukaya Aur,

muskra k Kaha

''''Lakeerein jhoot bolti Hain''''
~Kisi ne Kaha tha kisi se na kehna~

~Lage chot dil pe to Khamosh rehna~

~Jahan chot khana wahin Muskurana~

~Magar is ada se k ro de Zamana.
Chaman ki bahaaron mein tha aashiyana ,

Na jaane Kahan kho gaya vo zamana ,

Tumhen bhuulane ki ma koshish karunga ,

Ye vaada karo ke na tum yaad ana ,

Mujhe mere mitne ka gam hai to ye hai ,

Tumhen bevafaa kah raha hai zamana ,

Khudara meri qabr pe tum na aana ,

Tumhen dekh kar shaq karega zamana .
Eik dil ka Kaha mano eik kaam ker do

,
Eik benaam si mohabbat

meray naam ker do.

Mari zaat pay fakat itna ehsan ker do,


Eik subha ko milo or shaam ker do.
jab woh mera naam

apne haathon ki lakeeron main

talash ker k thak gaya

tu dheere se sir jhukaya

aur muskara k Kaha

"lakeerain jhoot bolti hain"!