I____u SMS Messages5024 messages

Your B”thday Is A Day Set Aside Just To Celebrate You,
A Day To Shower You With Attention And Appreciate Your
Gudness And Warmth, In My Own,I Celebrate You The Rest
Of The Year,Too For You Are A Very Rare Person And Special
Friend And I Thank You For Being The Wonderful Part Of My World..
Happy B”thday My 4ever Friend..
Dil to chahta hai k aapse milen magar Faaslon ki majboori hai,

Hum to sada aapke sath hein sirf nazron ki doori hai.
Pathan ki bivi ka rang boht kala tha,

Ek din bivi ne Orange Colour ki Saarhi pehni aur pucha: Kesi lag rahi hun?
.
.
Pathan: Aise jaise SURMEY ki Factory mein aag lagi ho.
Nazar se nazar tum milane se pehle,

Zara soch lo dil lagane se pehle,

Zara uske dil mein bhi tum jhank lena,

Usey raaz dil ka batane se pehle,

Mein ye janta hun meri zindagi mein,

Koi gham na tha tere aane se pehle,

Boht roya hoga wo apni khata par,

Saza mujhko gha ki sunane se pehle,

KHUDA rooth jata hai ye soch lena,

Kisi dil ko itna dukhane se pehle,

Kahin jal na jao khud is aag mein,

Kisi aur ka dil jalane se pehle.
"If you want to see how much rich you are,Don't count your money.
Just drop your tears & see how many hands are there to catch them"
Ek chooha sharab k drim mein gira,bahar nikal kar mast hokar sath mein soi huwi Billi ki dum pe paon rakh kar bola:
.
.
.
.
.
"UTH MUNNI, CHULBUL PANDEY TERA DANCE DEKHNE AYA HAI"
Hum to uski har khuwahish puri karne ka wada kar baithy "Faraz",
.
.
.
Humein kya pata k humein chorna bhi uski ek khuwahish thi.
Heer to Raanjha: Mein tere Ishq mein barbaad hogayi hun,
Badnaam hogayi hun,
Ruswa hogayi hun.

Raanjha: To mein konsa DSP ban gaya hun?
mein khud bheek maangta phir raha hun.
Meri mohabat ki wo inteha bhi tha,

Ajab kash-ma-kash thi meri zindagi mein,

Poojna usey bhi tha aur dil mein KHUDA bhi tha.
Aisa kya likhoon k tere dil ko taskeen pohunche Amjad....
.
.
.
.
Kya yahi kaafi nahi k tum yaad aa rahe ho.
Q peete ho sharaab kisi bewafa k gham mein...
.
.
.
Ek bashar ki khatir KHUDA naraz karte ho....
Walking alone is not difficult
But
When we have walked a mile with someone then coming back alone is very difficult