Hoon SMS Messages1073 messages

Nazaron Se Nazaaron Ke Jaam Peeta Hoon,
Jab Aaye Mehfil Mein Tera Naam, Peeta Hoon.
Har Din Na Peeta Yahaan Main Yaaron,
Bas Jab-Jab Dhalti Ye Shaam,Peeta Hoon.
Saans Lene Ke Siwa Na Koi Kaam Mujhe,
Bas Jab-Jab Hota Koi Kaam,Peeta Hoon.
Tune Jo Humare Dil Se Ki Hai Itni Bewafai,
To Khud Se Uska Le-Le Inteqam,Peeta Hoon.
Lagataar Na Kabhi Peeta Hai Ghayal,
Har Do Lamha Kar Aaraam,Peeta Hoon.
Bina Tere Ab Kaise Jiyega Ye Ghayal,
So Apni Maut Ka Kar Intezaam, Peeta Hoon...
us se kaho,ek bar aur dekh kr"AAZAAD"Kr de mujhe...!!"wasi"

k mai aj bhi us ki pehli "NAZAR" Ki qaid mei Hoon?
Tamam raat barasti hai rait per shabnam

Main apne chand se jb bhi khafa sa lagta Hoon!!
koi samjhe tu aik baat kaHoon....

ishq toufiq hy gunah nahin..
bechain main na jaane kya chahti Hoon

bechain main na jaane kya chahti Hoon
shaayad apne dil ki gahraayee paanaa chahti Hoon
lekin sab ke liye anjaan main
aaj jaan payee Hoon
ki main khud se bhi anjaan Hoon
isiliye
apne dil ki kasak ko mitana chahti Hoon
apni bechain saanson ko sametna chahti Hoon
lekin kaise shaayad yahi janna chahti Hoon
mohsin dil-e-ghreb ki veranian tu daikh.

kaisa ngar tha jo tere hatHoon ujar gia...!!!
aisa kya likHoon k tery dil ko tass''alli pohanchy..""

kya yehi kafi nahi k meri duaaon mein tum ho...""
abi justaju me Hoon uski,to ehsas nahi us ko.

ro ro k pukary ga humein zara mar to jany do,,,,!
apny aamaal par parrti hy nazar,to lara uth''ta hun,

phir sochta Hoon k tera ik naam"REHMAN"Bhi to hy.
mere marne marne pe sab khush Hoon ge..

AMIR

Bas ek tanhai roya gi ke mera hamsafar chal basa..
husan-e-shama likHoon ya sarab likHoon,

hum dum likHoon,sathi likHoon ya khuwab likHoon,

tere sarapa-e-husn se heran Hoon main,

mehjabeen likhon,sehe rukhi likHoon,
bewafa likHoon ya hijaab likHoon,

khatam ho jata hai zakhira-e-alfaz..

dil to kehta hai teri tareef be hisab likHoon.
Kabhi Rukey Howay Kisi Lamhey Main
Kabhi Dukhey Howay Kisi Chehrey Main
Wohi Chehra Bolta Rehta Hoon
Wohi Aankhain Soochta Rehta Hoon
Wohi ZulfaiN Dekhta Rehta Hoon