Ye dunya hai yahan pey ye tamasha ho b
Hi sakta hai,
Ab
Hi jo ghum hamara hai tumhara ho b
Hi sakta hai
.
na ye samjho k tum
Hi aakhri meri muhabbat ho,
muhabbat jurm hai hum sey dobara ho b
Hi sakta hai
.
samandar sey jo nisbat dy rahey hain meri chahat ko,
wo itna zehan main rakhain kinara ho b
Hi sakta hai
.
tera milna,bichar jana,bichar k pher sey mil jana,
hamesha ki judai ka ishara ho b
Hi sakta hai
.
tum apney aap ko hargiz koi ilzam mat dena,
ye souda hai muhabbat ka khasara ho b
Hi sakta hai