Halat SMS Messages100 messages

Hasi Da "KHKULO" Tangawal Me Lagi,
Siraf Pa "GHAIG" K Ra"NEWAL" Me Lagi,

Da "GHalat" Kaar Na Me "TOBA" TOBA" Da,
Hasi Pa "MAKH" Ye "KHKULAWAL" Me Lagi.
Chhad ke Chale gayi Rajni Tu sannu aise Halattan che,
Ronde haan asin hun yaad karke tuhanu chandni rattan che
Mere Ishq De Wich
Mashook Na Ho
Nahi Aj Tak GHalat
Nigah Keeti

Teri Har Mulaqat Main
Aenj Keeti
Jivaa''n MOOSA Naal
KHUDA Keeti

Nahi Fark Keeta Teri
Pooja Wich
Nahi Khatria''n Di
Parwah Keeti

Ek Tenu "Rab" Nahi
Keh Sakda
Baaqi saari Rasam Ada
Keeti ..

(Bulleh Shah)
Tere dardan nal o pardesi,
kevain hodi he mulaqat na puchh,

Bund kamray di khamoshi wich kevain katday nay din raat na puchh,

Har roz musalsal hanjuan di ,kevain hondi he barsat na puchh,

Meda yar tu ap siyanaan aen, meda chehra perh Halat na puchh.
MAAFI mangnay ka ye matlab hargiz nahi hota hai.

K

Aap GHalat Ho.

Balke

Iska Matlab Hai k

Aap Apne Taaluq ko Apni Anaa se Ziyada Ehmiyat Dete Hain.
Apne ehsas kay sab rang uttar janay do
Meri umeed meray khawab bikhar janay do...

Apne angan main charaghon ko jalao na abi,
Meray angan main siya raat utar janay do...

Bari mushkil se mila hai muje mere ghar ka pata
Rassto ab na uljhao muje gher janay do...

Jin kay aane ka bohat shor phaila tha her soo,
Inhi lamhon ko chup chap guzar janay do...

Meri berbadi ka ilzam na aye kahin tum per,
Meray Halat ko khuch or bigar janay do...

yeh mumkin hai hamaray darmiankoi
gHalat fehmi bhi na rehti
jo apnay dil mein choti si
khalish hai khatm hojati
bata deta k mujh ko aaj bhi uski zarorat hai
jo is jevan ka hasil hai to bus uski mohabat hai
bata deta k logon ki sabhi baaten fasanay hain
sabhi qisay puranay hain
main keh deta k zara si baat pay yun rothna acha nahi hota
mohabat karnay walon mein
gHalat fehmi to ho sakti hai par jhagra nahi hota
main har ik baat keh deta
khalish bhi dur hojati
main uska hath thamay yunhi uska hum qadam rehta
woh agay hath to karta
wo mujh say baat to karta
Dil ki Halat batana nahi aata …
Kisi ko aisey Tarpana nahi aata ….
Sunna chahte hain ek baar Aawaz aap ki …
Magar baat karne ka Bahana nahi aata
RAIT PER LIKH KER MERA NAAM MITAYA NA KARO

AANKHEIN SUCH BOOLTI HAIN PYAAR CHUPAYA NA KARO

LOOG HER BAAT KA AFSANA BANA LETEY HAIN

SUB KO Halat KI RUDAD SUNAYA NA KARO

YEH ZAROORI NAHIN HER SHAKS MASEHA HI HO

PYAAR KEY ZAKHAM AMANAT HAIN DIKHAYA NA KARO

SHEHRE-Y-EHSAS MEIN PATHRAO BUHAT HAIN "WaFa"

DIL KO SHESHE KEY JHAROONKOON MEIN SAJAYA NA KARO
Chhoti si gHalat fehmi.kar de gee Juda hum ko.Halaat na badlein gey....Maaloom na tha hum ko.Rishton ki humein itni Pehchaan na thi pehley.Kehney ko maraasim tou apney thay buhut gehrey.Aansoo ke siwa laiken , kuch bhi na mila hum ko.Halaat na badlein gey, Maaloom na tha hum ko.Uthtey huey Qadmon mein Zanjeer si par jaati.Ahsaas -e-Nidaamat se dehleez pe gar jaati.Aik baar Mohabbat se detey jo sada hum ko.Halaat na badlein gey, Maaloom na tha hum ko.
Kitne Aziyat Say Uss Nay Mujh Ko Bhulaya Ho ga.
Mere Yadoon Nay Ussay Khub Rulaya Ho Ga.
Baat Be-Baat Aankh Uss Ki Jo Chalki Hoo Gi.
Uss Nay Chahray Ko Bazuoon Main Chupaya Ho Ga
Soocha Hoo Ga Uss Nay Din Main Kaye Baar Mujhy.
Naam Hathele Par Bhe Likh Likh Kay Mitaya Ho Ga.
Jahan Us Nay Mera Ziker Suna Hoo Ga Kisi Say
Uss Ki Aankhoon Main Koe Aansoo Tu Aya Hoo Ga.
Raat Kay Bhegnay Tak Neind Na Aye Ho gi Tujhy.
Tuu Nay Takeye Ko Bhe Senay Say Lagaya Ho ga.
Hoo Kay Nidhal mere Yadoon Say Tuu Nay Jana.
Mere Tasveer Pay Sar Apna Tikaya Hoo Ga.
Poocha Hoo Ga Jo Kisi Nay Tere Halat Ka Sabab.
Tuu Nay Batoon Main Khub Us Say Chupaya Ho Ga.
Wo Sath Tha To Zamana Tha HumSafar Mera
Magar Ab Koi Nhi Mere Sath Ussay Kah Na

Ussay Kah Na K Bin Usske Din Nhi Katta
Sisik Sisik K Katti Hai Raat Ussay Kah Na

Ussay Pukaraoun K Khud Hi Poanch Jaoun Uske Pass
Nhi Rahe Wo Halat Ussay Kah Na

Her Jeet Uske Naam Kar Raha Hon "SaaMer"
Main Manta Hon Apni HAAR Ussay Kah Na