Halat SMS Messages100 messages

Namaz main"RUKU" k baad or "SAJDEY" se pehle sakoon se seedha khara hona wajib hai.
Is Halat ko "QOMA" kehte hain.
Issi trha dono sajdon kjdoon ke darmiansakoon se seedha baithna bhi "WAJIB" hai
Is Halat ko "JALSA" kehte hain
Azmat k 4 Minaron k 4 Azeem Aqwal:
Insan Khud Azeem Nhi Hota Bal’K UsKa Kirdar Azeem Hota He,
Hazrat Abu Bakar Siddiq R.Z
Ghuse Ki Halat Men Insaf Krna Mushkil Hota he,
Hazrat Umer Farooq R.Z
Zindgi Ka Koi Maqsad Banalo Phir Apni Sari Taqat Us k Husool Pr Lagado Tum Zaror Kamyab Hojaoge,
Hazrat Usman Ghani R.Z
Jo Shakhs Tumhari Nigahon Se Tumhari Zarorat Ko Samjh Nhi Skta, Us se Kuch Mang Kr Khud Ko Shrminda Na Kro,
Hazrat Ali R.Z…

woh haath me leke hilate hai,

jinke paas nahi hai...

woh ungli dalke kam cHalate hai



BOLO KYA?



Dirty Mind …… It is ….. TOOTH BRUSH'
Cricket T20 aur ipl ki waja se improve hva hai...

hame b apna Examination system improve karnay k liye exams me ye step lene Chahiye:-

1-Har paper 1.5 ghanty or 50 number ka hona chahiya.

2-Har 30 mint ka bad mashwre k lye break hona chahiye.

3-Hame 1 free hit den jis me student apni marzi k 1 sawal ka apni marzi ka jawab de.

4-pehle 20 mint ka power play jis me examinerhall se bahar rahe.

5-Agr kisi sawal ka Ans gHalat ho to review ka option hona chahiya ta k student book se confrm kr le...
Kaisay Dor-E-JaHalat Mein G Rahe Hein Hum "faraz"

Yahan Aadam Ka Beta Khush Hota Hai, Hawa Ki Beti Ko Benaqab Dekh Kar.!!!
Kaash ke un ko Aaye khayaal Humari is bezaar Halat ka

'Faraz'

Woh log jo apna bana ke Bekhaber se Rehte hain...
boohat kharaab hai mahool iss zamanay ka
ghar se nikla karoo Maa Baap ki dua le kar
Khush ikhlaqi Pakeeza Nasab ki daleel hay
GHalat baat pay ghussa sharafat ki nishani hay
Lekin ghussay ko pee jana momin ki nishani hay!
macher ne 1admi ko
din me kata
admin ne kaha tum to raat me kaattay hona?
macher bola
zardari ka dor hai
ghar k Halat
kharab hein
overtime ker raha
hoon.
dukh dard k maron say mera zikr mat karna
ghar jao tu yaro se mera zikar mat karna
wo zabt na kar payengay ankhon k samndur
tum rah guzaron say mera zikar mat karna
pholon k nasheman mein raha hun sada say
dekho kabhi khazaroon say mera zikar mat karna
shayed yeh andheray he mujhay rah dikhein
ab chand sitaron say mera zikar mat karna
wo meri kahani ko gHalat rang na dey dein
afsana nigaron say mera zikar mat karna
shaid wo meray haal pey besakhta rodein
is bar baharon say mera zikar mat karna
lay jayngay gehrai mein tum ko baha kar
darya k kinaron say mera zikar mat karna
who shaks milay tu ussay har bat bata dena
tum sirf esharon say mera zikar mat karna
BHARWA
.



BHARWA







BHARWA



BHARWA
jaldi jaldi petrol BHARWA lo Halat ka kuch pata nahi
.
.
.
.
Tum Kya Samjhy Thay .. =P ;)
,,MeRa NaaM LeNa,,

jab kabhi udaas hona,-
-jab kabhi naashaad hona,
our meri judaai ka sadma sehna,
tum kisi se kabhi mat kehna,
keh tum ko mare bin nahi rehna,
jab kabhi meri yaad aaye,
tarap milne ki dil mein jagaaye,
tanhaai mein yaa mehfil mein sataaye,
our iss Halat se tu tang aa jaye,
tab,
jaan gee
tum kisi se kbhi mt kehna ,
keh tum ko mare bin nahi rehna,
bas aankhein mond lena,
our pyaar se mera tasuwar karna,
our phir dhare se pyaar se Mera nam lena,