Gulab SMS Messages72 messages

Mosam shabab ka,
Nasha sharab ka,
Parda janab ka or rang Gulab ka,
in sabme haseen , in sabme Lajawab dekho SMS padne wala "Chehara Janab ka."
1 bat bataon raaz ki?kro us larki se ishq.Jis k chehre pe ho sadgi.Sanso mei ho tazgi Chandni ho chand ki,Rani ho rat ki Khushbu ho Gulab ki.Baten kre pyar ki. Nazuk ho mizaj ki. Ache ho ikhlaq ki, paband ho namaz ki. khidmat kre maa bap ki. aur kahey main hon sirf aap ki
Your sms is my

Gulab jamun.

Your miss call is my

rasmalai.

Your call is my

Rasgulla.

So,always

"KEEP MY SWEET DISH BOX FULL."

so i am waiting for the ''SWEETS''

*~*~*~*~*~*~*~*~*
Rasmalaai?
Nope!
Gulab Jaman?
Nah!
Let Me C..
How Bout Jalebi?
Hmm…
Nope!
Damn!
Still Cant Find
Anything As Sweet
As U.
Happy Raksha Bandhan
ek girti barish or ek khyaal uska ek phol Gulab ka or ek jamal uska barish ki bonden jo yad dilati hain uski so hath dua me hain or honto pe swal uska.
Kbhi sochte h ek Gulab bhej de,
Kbhi chahte h pura BAAG bhej de,
ja Rhe ho agar Aap sone ko to Dil krta h,
Apki PALKO me ek PYARA SA KHWAB bhej de
"GOOD NIGHT"
1 bat batao raz ki.

Kro us larki se ashqi.

Jis k chehre pe ho sadgi.

Sanso me ho tazgi.

Chndni ho chand ki.

Rani ho raat ki.

Khushbu ho Gulab ki.

Baten kre pyar ki.

Nazuk ho mizaj ki.

Ache ho ikhlaq ki.

Paband ho namaz ki.

Khidmat kre maa bap ki.

Aur kahey main hoon sirf aap ki
KABHI SHABNAM TO KABHI SHABAB LAGTI HAI
TERI HANSI EK KHILTA Gulab LAGTI HAI
MAI PIYUN YA NA SAHI
LADKHADA KAR CHALTA HOON
KYONKI TERI GALI KI HAWA BHI
AB SHARAB LAGTI HAI................
KABHI SHABNAM TO KABHI SHABAB LAGTI HAI
TERI HANSI EK KHILTA Gulab LAGTI HAI
MAI PIYUN YA NA SAHI
LADKHADA KAR CHALTA HOON
KYONKI TERI GALI KI HAWA BHI
AB SHARAB LAGTI HAI................
Ankhen thi kahan itni sharabi pehle

Chehre the kahan itne kitaabi pehle

Aaina zara dekhiye boson ke baad

Kya hoth the itne hi Gulabi pehle.
Jo khayal thay na qayas thay wohi log hum se bichar gay
Meri zindagi ki jo aas thay wohi log hum se bichar gay
Jinhein manta he nahi yeh dil wohi log hain mere humsafar
Mujhay har tarah say jo raas thay wohi log hum se bichar gay
Mujhay lamha bhar ki rafaqaton k azab or sataen gay
Jo meri umar bhar ki payas thay wohi log hum se bichar gay
Yeh khayal saray hain arazi yeh Gulab saray hain kaghazi
Gul-e-arzoo ki jo baas thay wohi log hum se bichar gay
Jinhein kar saka na qabool mein wohi shareek-e-rah-e-safar huway
Jo meri talab meri aas thay wohi log hum se bichar gay
Yeh raat din meray sath hain wohi ajnabi k ajnabi
Who jo dharkano ki assas thay wohi log hum se bichar gay
Us Ne Ek Bar Mujh Se Poocha
K Batao
Mujhe Kitna Yaad Kerte Ho
Mai Ne Kaha
Bohat Zyada
Us Ne Doobara Sawal Kiya
K Phir Bhi Aakhir Batao To Sahi
Mai Ne Kaha
Bohat Bohat Bohat Zyada
Mera Jawab Sun Ker Wo Zer-e-Lab Muskurayi
Aur Kaha
"Ab Mujhe Se Bhi To Poocho"
Aur Jab Mai Ne Poocha
To Us Ki Muskurahat Gehri Hoti Chali Gayi
Aur Halka Sa Gulabhi Rang
Us K Chehre Pe Aa Ker Guzar Gya
Us Ne Mujhe Doobi Hoi Nazron Se Dekha
Phir Palken Jhuka Ker Boli
"Pagal"
Yaad To Unhe Kiya Jata Hai
Jinhe Aadmi Bhool Jaye