Gulab SMS Messages72 messages

Bana Gulab Tu Kaantay Chubha Gaya Aik Shakhs
Howa Charagh Tu Gher Hi Jala Gaya Aik Shakhs

Tamaam Rang Meray Aur Saaray Khwab Meray
Fasana Thay Ya Fasana Bana Gaya Aik Shakhs

Main Kis Hawa Main Uron Kis Faza Main Lehra’on
Dukhon K Jaal Her So Bicha Gaya Aik Shakhs

Palat Sekon Na Hi Aagay Berh Sekon Jis Per
Mujhay Yeh Konsay Raastay Per Laga Gaya Aik Shakhs

Muhabbatain Bhi Ajab Uski Nafratain Bhi Kamaal
Meri Hi Tarah Ka Mujh Main Sama Gaya Aik Shakhs

Muhabbatoon Ne Kisi Ki Bhula Rakha Tha Usay
Milay Woh Zakhm K Phir Yaad Aa Gaya Aik Shakhs

Woh Maahtaab Tha Marham Badast Aaya Tha
Mager Kuch Aur Siwa Dil Dukha Gaya Aik Shakhs

Khula Yeh Raaz K Aayeena Khana Hai Dunya
Aur Is Main Mujh Ko Tamashaa Bana Gaya Aik Shakhs
mehkati batoon se...
Ulajti sansoon se...
Sarakte aanchal se...
Aankhnon ke kajel se...
Teri muskurahat se...
Dil ki chahat se...
Gulabi gaalon se...
Haseen khayalon se...
Teri tusveer se...
Apni taqdeer se...
In sab se pocha hai main ne
kia wo mera hai jise chaha hai main ne
Lafzon ki tarah tu mujh se kitabon mai mila kar Duniya ka tujhe dar hai to khawabon mai mila kar Phuloon se khushbu ka taaluq hai zaruri. Tu mujh se mehak ban k Gulabo mai mila kar...
Bana Gulab to kante chubha gya ik shakhs,
Hoa chragh to ghar he jala gya ik shaks.
Tmam rang mere or sare khwab mere,
Fsana thay k fsana bana gya ik shakhs,
Palt sakon he na agay he barh sakon jis par,
Mujhy yeh kon se raste laga gya ik shakhs,
Muhabbataein b ajab us ki nafrtaein b kamal,
Meri he tarha ka mujh mein sama gya ik shakhs,
Surkh Gulab ke sare mausam ter naam

Har subha ka pehla hjala tere naam

Teri yaad ka Beehta darya mary liye

Behti jheel main pholl kANWAL ka tere naam

Jitnay Khawab Khuda ney mary naam likhay

Un khawabon ka lambha lambha tere naam

Teer bina jo umer beet gai

Ab es umer ka baqi hissa tere naam
Us Ne Ek Bar Mujh Se Poocha
K Batao
Mujhe Kitna Yaad Kerte Ho
Mai Ne Kaha
Bohat Zyada
Us Ne Doobara Sawal Kiya
K Phir Bhi Aakhir Batao To Sahi
Mai Ne Kaha
Bohat Bohat Bohat Zyada
Mera Jawab Sun Ker Wo Zer-e-Lab Muskurayi
Aur Kaha
"Ab Mujhe Se Bhi To Poocho"
Aur Jab Mai Ne Poocha
To Us Ki Muskurahat Gehri Hoti Chali Gayi
Aur Halka Sa Gulabhi Rang
Us K Chehre Pe Aa Ker Guzar Gya
Us Ne Mujhe Doobi Hoi Nazron Se Dekha
Phir Palken Jhuka Ker Boli
"Pagal"
Yaad To Unhe Kiya Jata Hai
Jinhe Aadmi Bhool Jaye
Dikha rahe hai mujhe zindgi me khwab bahut,
tumhare chehre se milte hai ye Gulab bahut,
jara batao mujhe pyar kitna hai,
tum apni ungliyo pe rakhte ho hisab bahut
Kuch log jindgi me daga pate he,jndgi kitni anmol he ye bhul jate he,jindgi
jina to Gulab se sikho jo khud tutkar b do dilo ko mila jate hai.
Tum mile to tumhare milne se………………..
Guzre mausam ki yaad aayi hain……………..
Jab khile the Gulab ke mausam……………….
Betahasha shabaab ke mausam………………
Woh muhabbat ke shabnami lamhe…………
Jinki khushbu se chandani meheke…………..
Ittefaakan jo tumko dekha hain………………
Yun laga ki waqt phirse palta hain..................
Kitni majburiyo ke the manzar………………
Dooriya door taq rahi hum par……………….
Phir bhi tum jaane dilme rehte rahe…………
Hum tassavur main sher kehte rahe………….
Kaif ne gunguna liya tumko………………….
Dhadkano main sama liya tumko…………….
Tumko bhoola nahi gaya humse……………..
Silsila har qadam raha humse………………..
Ittefaakan jo tum mile humdum……………..
Guzre mausam ki yaad aayi hain…………….
milain hm bhi kabhi tu k hijab bhool jay
me swal bhool jaon wo jwab bhool jay
wo kisi kheal mn ho aur isi kheal mn hi
kabhi mery rasty mn wo Gulab bhool jay
jo kabhi tu parhny bethy mujy harf harf dekhy
teri ankhin bheeg jain tu kitab bhool jay
teri sooch pr hawi ho meri yad iss tarh say
k tu apni zindgi ka ya nisab bhool jaay
wo jo dekhy meri janib tu bachon mn aik gunah sy
usy dekh lon man itna k sharab bhool jay
mujhy gham wo dey rha ha magar iss py chahta ha
me hissab rakh na paon wo hissab bhool jay
Thori si ibadat boht sa sila deti hai,
Gulab ki tara chehra khila deti hai,
Allah ki yad ko dil se na jane dena,
kabi kbi choti si dua bhi arsh hila deti hai,,,
1 Hawa Ka Jhonka Ho Tm

Mra Sb Se Acha Tohfa HoTm

Aasman Ka Chamakta Tara HoTm

Mre Jeny Ka Sahara HoTm

Dunya Ki Kemti Kitab HoTm

Mre Liy 1 Gulab HoTm*