Garm SMS Messages13 messages

Suno mein laut aya hoon
Meri batein
Meray waday
Mein apne saath laya hoon,
Suno meri dharkan mein
Wohi ik saaz bajta hai
Andaz meri baton ka
Tera andaz lagta hai
Khazaan k zard patton ko
Barf se sard mosam ko
Hijar ki Garm aahon ko
Tanhai ki bahon ko
Suno
Main chor aya hoon
Abhi jo sakt baaqi hai
Mera jo wqat baaqi hai
Sameto mujh ko bahoon mein
Mujhay chand khushiyan de dalo
Meray sab gham sameto tum
Chand lamhay mujh ko de dalo
Mein sab rishtay
Sabhi natay
Sabhi bandhan
Sabhi dhage
Suno
Mein tor aya hoon
Suno mein laut aya hoon
Muhabbat Zaat Hoti Hay
Muhabbat Zaat Ki Takmil Hoti Hay
Koi Jungel Mai Ja Tahre,
Kisi Basti Mai Bus Jaye
Muhabat Sath Hoti Hay
Muhbat Khowabon Ki Lah
Muhabat Musamon Ka Dhun
Mohabt Abbsharon K Nikartay Paniyon Ka Mun
Muhabat Junglon Mai Raqs Kerti Morni Ka Taan
Muhabat Barf Perti Sardion Mai Dhop Bunti Hay
Muhabbat Chilchilatay Garm Saherahon Men
Thandi Chahon Ki Manind
Muhabat Dil
Muhabat Ja''n
Muhabbat Roh Ka Darma''n
Muhabat Moorti Hay
Or kabhi Jo Dil k Mandir mai Kahin par Tot Jai tu
Mohbat kanch ki Gurya
Fizahon Men Kisi Ka Haath Sa Gir Choot Jaye Tu
Muhabat Abla Hay qarb Ka
Aur Phoot Jaye Tu
Muhabat Rog Hoti Hay
Muhabat Sog Hoti Hay
Muhabat Shaam Hoti Hay
Muhabat Raat Hoti Hay
Koi rat mere aashna mujhay youn bhi to naseeb ho,
Na haeyal ho libas tk tu itna mere qareeb ho.
Badan ki Garm aanch se meri aarzu ko aag dy,
Mera josh bhi behak uthy mera haal bhi ajeeb ho.
Teri chashni e wajud ka main sara rass nichorr loon,
Phir tu hi mera marz ho phir tu hi mera tabeeb ho.
koch kehnai ka waqt nahi hai koch na kaho khamoosh raho
ai logo khamoosh raho haan ai loogo khamoosh raho

sach acha, par is kai jalo main, zehr ka aik piyala bhi
pagal hu, kiyoon nahaq ko "suqraat" banoo, khamoosh raho

haq acha par is kai liya koi aur marai tu aur acha hai
tum bhi ki "mansoor" hu jo soli pai charhoo, khamosh raho

un ka yeh kehna soraj hi dharti kai phairai karta hai
sar ankhoon par, sooraj hi ko ghomnai do, khamoosh raho

majlis main kooch habs hai aur zanjeer ka ahan chubhta hai
phir soocho, haan hir soocho, haan phir soochoo, khamoosh raho

Garm ansoo aur thandi anhain, man main kiya kiya mausam hain
is baghya kai bhaid na kholoo, sair karoo , khamoosh raho
Sabz maddham roshani may surkh anchal ki dhanak
Sard kamare may machalati Garm sanson ki mahak

Bazuon ke sakht halqe may koi nazuk badan
Silwaten malabus par anchal bhi kuch dhalaka hua

Garmi e rukhsar se dahaki hui thandi hawa
Narm zulfon se mulayam ungaliyon ki cher char

Surkh honthon par shararat ke kisi lamhen ka aks
Reshami bahon may churi ki kabhi maddham dhanak

Sharmagin lahajon may dhire se kabhi chahat ki bat
Do dilon ki dharakanon may gunjati thi ek sada

Kanpate honthon pe thi allah se sirf ek dua
Kash ye lamhe thahar jayen thahar jayen zara
jab kabhi
koi yaad
achaanak ankhein chabho jae
to meri hatheliyon ke lams ki baaz gasht
honton se lagaana
use saanson se Garm karna
or palkon ko band kar ke
ankhon se choom lena
Sardar thrmos le k picnic pr gaya.

Sardar: Is m thandi chez thandi or Garm chee garam rehti hy.
Dost:Tum is m kya laye ho.
Sardar:4 qulfi 2 cup chae;-)
''Jo log Garm pani m ''Elfy'' dall k nehatey hain
"Faraz"
Wo log kabhi toot k bikhra nhi krtay
100 Garm mitti..

100 gram Kankar.

25 Garm k keeray makoray

5 gram Makree k jalay

Dont be surprised dis is de CT scan of ur Brain:)
Is sard mosam me
tumhara sath ho



Garm bister me kambal orhe tum milo!





Mere hont tumhe chune ko tarsen




Kash esa kabi ehsas ho!




I LOVE U



"TAPAL CHAYE"
Sikh: Ghar ma Mera hi Hukam chlta hy
Ma Kehta hon, Garm pani ly aao, wo le aati hy,

Dost: Garam pani Q?
Sikh: Garam pani ma hi Bartan Achay Dhultay hain:-)


Sikh: Ghar ma Mera hi Hukam chlta hy
Ma Kehta hon, Garm pani ly aao, wo le aati hy,

Dost: Garam pani Q?
Sikh: Garam pani ma hi Bartan Achay Dhultay hain:-)