Dimagh SMS Messages33 messages

Piyar "Dil" hai "Dimagh" nahi
piyar "Soch" hai "Awaz"nahi,
Koi Ankhun se nahi dekh sakta 'piyar'
k "Jazbe" ko,
Kyunke piyar "Ehsas" hai "Andaz"
nahi!
Sunehri Aqwaal
-
Elm Wo Shajr Hai Jo Dil Men Ugta Hai Dimagh Mein Palta Hai
Aur
Zaban Se Phal Deta Hai
-
HAZRAT ALI (A.S)
Kisi ko Chahny ki 8 Nishaniyan
.
1.Ap us k Sms baar baar parhty hen
.
2.Ap us k saamny jaty huay Hich-Kichaty hen
.
3Jub ap us k bary me sochty hen to ap ka DIL taiz dharakta hy
.
4.Ap jub ys ki awaz sunty hen to Muskuraty hen
.
6.Ap us k liye kch b kr skty hen
.
7.Ye sms parhty waqt ap k Dimagh me bs usi ka hi khyal hy
.
8.Or ap usy sochny me itny masroof thay k ap ko pta hi nhi chala k point no.5 missing hy
.
Ye hoti hy"MUHABBAT"
A Sweet Story
Once a girl asked a boy:
Why we have 2 units to measure weight, height, force, speed, distance etc.
But nothing to measure Love, Trust, Friendship, Why?
Boy thought for a while, took her into arms, looked into her eyes and said
.
.
.
Dekh Janu, Dimagh mat kha
Already physics main supply hai
Karachi k Bharam Baaz Dialog:

"Abay chal teri to"

"Us ki to mein"

"Bus kar zyada mat Phenk"

"Chal nikal"

"Koot dy salay ko"

"Or Party"

"Dimagh ki dahi"

"Ye cheez dada"

"Bachi dekh"

"Teri Bhabi se baat kr rha hon"

"Hat gai na"

"Abe dhkkan"

"Ptli Gali pakar"

"Lash yaar"

"Chal phhoot le"

"Latak mat"

"Teri wali ja rhi hai"

Ab Intizar kis bat ka hai,
Aakhir ye SMS karachi ki pehchan hai.
phenk de market me.'
Pathan phone pe wapda waly se: Janaab thori dair k liye light to band kijiye.
.
.
.
WAPDA wala:Q sir ?
.
.
.
Pathan:Wo yara humara Dimagh mein ek naya Gaali aaya hai wo apko dena hai.
Zindagi mein agar khuch karna ho to hamesha apnay Dimagh ki suno
Agar Dimagh se koi jawab na aae to
Dil ki sunno
.............
Waha say bhi jawab na aae to
....
Ankhain band kar ke
.
socho
.
.
ke
.
.
ya ALLAH kahin me PaTHAN to nahi ?
Yeh Sun Kar Dimagh He Ghoom Gaya Faraz,



Jab Meri Dadi Ne Call Kar K Mujhse Pocha:

.
.
.
.
.

Tum FaceBook Pe Ho?
Tere Dimagh Mey Meri yaaad ko Panah Miljaye,
Agar to Bhool Jaye Mujhey To Teri EID FANA hojaye
Na zuban se,
Na nigahon se,
Na Dimagh se,
Na rango se,
Na greetings se,
Na gift se,
Aapko Eid Mubarak ho direct DIL se..
Startz wid
"hi"


Changez to "wassup"

Growz to
"oye pagal"

Tendz to
"tu apna Dimagh mat chala"

Fallz to
"thappar khana hy"
&

finally
"tu sambhal lena yaar"
Datz FRIENDSHIP:] thnx fr being ma frnd.... =)
Husband aur Wife Hotel
me gaye tabhi 1 Lady ne Hello kiya,
Wife nay pocha,”Koun Thi Wo?”
Husband:-Tum Dimagh kharab mat karo,
main pehle hi pareshan hun k woh bhi Yehi pochay gi.