Tere Dimagh Mey

Tere Dimagh Mey
Tere Dimagh Mey Meri yaaad ko Panah Miljaye,
Agar to Bhool Jaye Mujhey To Teri EID FANA hojaye
  

Jun, 18 2010     96 chars (1 sms)     2778 views       Eid Mubarak

more Eid Mubarak SMS Messages

Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charo taraf phalao khushion ka geet,
Eisi ummid ka sath Yaar tumhe...MUBARAK ho EID
Eid aaye Tum na aaye kya Maza hai Eid ka
Eid hi to Naam hai Ek Dusrey ki Deed ka
Apna to kisi Tour katt jaye ga ye Din
Tum jis se milo aaj us ko Eid Mubarak
MANAO EID BAHARAY CHAMAN KO YAAD KARO,
PAYAMAY SHOK KAY IK IK SUKHAN KO YAAD KARO,
HUJUMAY SHOK SE FURSAT MILAY TO EHLAY WATAN,
WATAN SE DOR KISI BE WATAN KO YAAD KARO.
After Congrigational Eid Prayer,
Sentiment Reciprocated With Deep Sense Of Gratitude
And Manifestation.

Very Very Happy Eid To You And Your Family ...
O pakistanio
bus main latak kar aanay walo
light ke beghair rehnay walo
deshat gardi bardasht karne walo
har chees pe etra text dene walo
40 ka petrol 108 main kharidne walo
selab ka imdadi maal dobara market se lene walo
shehr ki light ka bill apne ghar se dene walo
sania ko bhabhi kehne walo
muni ko badaam kane walo
english ke paper main calculator le janay walo
ganje ko wazir banay walo
call center wali larki se baat karke khush honay walo
.
.
.
meri taraf se sab ko
ADVANCE EID MUBARAK


TUM AAO TO HUM BHI EID KARAIN
HASRAT HAI TUMHARI DEED KARAIN
TUM AAO TO HUM BHI EID KARAIN
KEHTAY HAIN EID KI AMAD HAI
TOU LOG BHI KUCH TAEID KARAIN
TUM AAO TO HUM BHI EID KARAIN
EiD Mubarak

I HopE iM thE First Who Send u This Msg
Dont Smile Jan|x . . .

.

.

.

.

.

.

.

.

Bakra EiD Ki Baat Kar Raha hon… :p…
Tu Meri Duaon Mai Shamil Hai is Tarha..

Pholon Mai Hoti Hai Khushbu Jis Tarha..

ALLAH Tumhari Zindagi Mai Itni Khushiyan Dy..

Zameen Per Hoti Hai Barish Jis Tarha.../
[Aameen]

|-=-=-| EiD MubaraK |-=-=-|
Suno Alfaaz Kam Hyn

Aur

Tammanaei''n Hazaro''n

Mubarak Ho

Meri Janib Se Tumhei''n

Eid Ki Khushiya''n .. (:

... EiD mUbArAk ....
_..._
/''''''''''''\).(''''''''''''\
/ /| : |\ \
\ \| |/ /
''''''| |''''''
| |
| |
''''''''''''''''''''''''



Ye Lo Eid Ka Suit Meri Taraf Se.
Mehngai Bohat Hai.

Shalwar Agli Eid Pe Bhej Donga.

Ab Thanks Bol Kar Sharminda Mat Karna, Tu Jigar Hai Apna.
Kya Aap ne suna hai..?

BBC per
CNN per
PTV per
ARY per
GEO per

nahi suna..!

FM 100 per tou suna ho ga..!

Ager phir bhi nahi suna to Ab Parh Loo..


? EiD MubaraK ?
Bakra debit
Cash credit

Qurbani Debt
GFosht Credit

Qasai Debit
Khaal Credit

Aap Debit
Hum Credit

Eid Mubarik... Hamra Msg Debit

Apka Reply Credit

[[ Eid Ul Azha Mubarik ]]