Here comes the day, once in a blue moon.
With chanda mama shinin up bright
And blessing everyone. Her luv so tender, merciful.
Shinin down on the earth wishin us "Happy eid".
Eid Mubarak
nazar ka chain dil ka soror hote hain.
kuch ase log jahan main zaror hote hain.
sada chamakta rahe in ki EID ka tehwar.
kareb reh k b jo hum se dor hote hain shani
MANAO EID BAHARAY CHAMAN KO YAAD KARO,
PAYAMAY SHOK KAY IK IK SUKHAN KO YAAD KARO,
HUJUMAY SHOK SE FURSAT MILAY TO EHLAY WATAN,
WATAN SE DOR KISI BE WATAN KO YAAD KARO.