Yun AIENO Se Kab

Yun AIENO Se Kab
Yun AIENO Se Kab Tak Dil Behlao Ge,

Jab Koi Nahi Ho Ga To Khud Ko TANHA Pao Ge,

Choti EID To Chalo Guzar Gayi Lakin,

Wada Karo BARI EID Pay Zaro0r Nahao Gay!
  

Jun, 18 2010     167 chars (2 sms)     3058 views       Eid Mubarak

more Eid Mubarak SMS Messages

Aye EID Tum Jab B Aana.
Sab k Liye Bus KHUSHIYAN Lana.

Har Chehry Pr Hansi Sajana.
Har Aangan Mein Phool khilana.

Jo RoAYE hain Enhen Hansana!
Jo Rothy hain Enhein Manana.!

Jo Bichray hain Enhein Milana!
Piyari EID tum jab Bhi Aana!

Sub k Liye KHUSHIYAN Lana.
chat per khare EID ka chand jab dekho.
is muke per ap mujhy yad karna.
jab kisi ko gale mil kar EID mubrk kaho.
is muke per mujhy yad karna. shani
EiD Mubarak

I HopE iM thE First Who Send u This Msg
Dont Smile Jan|x . . .

.

.

.

.

.

.

.

.

Bakra EiD Ki Baat Kar Raha hon… :p…
Is Eid ke Mubarak maukey par,Poori ho aapki sabhi duayen,Dil sey yeh dua hai gam na aapko kabhi sataaye,Allah bless u on this Eid!
Tu Meri Duaon Mai Shamil Hai is Tarha..

Pholon Mai Hoti Hai Khushbu Jis Tarha..

ALLAH Tumhari Zindagi Mai Itni Khushiyan Dy..

Zameen Per Hoti Hai Barish Jis Tarha.../
[Aameen]

|-=-=-| EiD MubaraK |-=-=-|
|-----------|
| "--.__.--" | Here is
|-----------| my
GREETING 4 you.
Kindly open it....

$========$
( HAPPY (
( EID (
) & )
( Prosperous )
( New Year )
Kash hum ek SMS hoty bas aik click mey aap ky paas hoty mana k
aap hamy delete kar letay laikin kuch dair k liye tou hum aap ky
paas hoty or bari khushi say kehtay EID MUBARAK
Sawere Sawere ho Khushyo ka Mela

Na logo ki Parwah Na Dunya ka Jhamela

Panchiyo k Sangeet ho Or Mosam Albela

Mubarak ho Aapko EID ka Sawera! :)
ALLAH Ko Qurbaniyon K Gosht Nahi Pohanchtey
Na Un K Khoon Bal-k USSE To Tumhare Dil Ki Parhezgari (Taqwa) Pohanchti Hai
Dabby mei dabba, dabby mei aata,
.
.
.
.
Eid wellc0me ramzan tata... ;->
nazar ka chain dil ka soror hote hain.
kuch ase log jahan main zaror hote hain.
sada chamakta rahe in ki EID ka tehwar.
kareb reh k b jo hum se dor hote hain shani
Rahoon Ki ye shaam aur yadoon ka ye sama
Apni palkoon mein hargiz sitare na layeinge
Rakhna Sambhal k tum chand khushiyan mere liye
Main laut k aaonga phir EID Manaeinge!