NAZAR KA CHAIN DIL KA SUROOR HOTAY HAIN,
KUCH AISE LOG JAHAN MAIN ZAROOR HOTAY HAIN,
SADA CHAMAKTA RAHAY UNKI EID KA TEHWAAR,
QAREEB REH KAY BHI HUM SE JO DOR HOTAY HAIN.
‘Bholi Si Surat Ankhon Mein Masti Dur Khari Ghabraye . . .. Meri Gaaye . . .. Ak Jalak Diklaye Kabhi . Kabhi Pardy Mein Chup Jaye, .. Meri Gaaye . . .. Mari Nazar Se Tum Dakho To Gosht Hi Gosht nazAr Ayeeeeee. . . Bholi Si Surat . Ankhon Mein Masti . Aye Haye, . Meri Gaaye.. ‘Happy Advance Baqra Eid’