mubarak!! mubarak!!
shaadi ki mubarak..
aray nahi EID MUBARAK..
itni kushi main sab kuch bul gaya par tumhe nahi...
maza karo, ishq karo, pyaar karo, or muje vapas sms karo.
Meri lye Eid ki sirf ek mathlab hai vo hai TUM..
intezaar hai kab hojayegi
HUM....
islye Mubarak, Mubarak!!!
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani,
Karde maaf hum logo ki sare Naformani,
Eid Ka din aj aao milke kare yahi wada,
Khuda ka hi raaho mein hum chalange sada.
Sabko EID MUBARAK