Dis Is To Formally

Dis Is To Formally
Dis Is To Formally
Anounce
Dat I''ve Startd
Acepting Eid Gifts In
Cash, Cheques, Cakes
Flowers, Blnce Rechargs Etc..
To Avoid Long Queues
Plz Start Snding Nw
10x ... ;->
  

Jun, 18 2010     181 chars (2 sms)     2420 views       Eid Mubarak

more Eid Mubarak SMS Messages

Dabby mei dabba, dabby mei aata,
.
.
.
.
Eid wellc0me ramzan tata... ;->
Churi ko kar tu Taiz
itna k har Takbeer sy Pehly ,

Bakra Churi sy khud Poochay
bata meri khata kya hai...

Advance Bakra EiD Mubarak. :-)
Kash Iss Eid Par Main Tera Bakra Hota
Aur Kissi Ne Na Sahi Tu Ne To Mujhe Pakra Hota
Tu Hina Lagey Hathon Sey Mujhe Pathey Khilati
Thorey Thorey Nahi Sarey Ikathey Khilati
Tu Mujhey Main Main Kar Key Bulati
Aur Sham Ko Gali Main Saath Ghumati
Mere Pass Gaari Na Sahi Chakhra Hota
Kash Iss Eid Par Main Tera Bakra Hota
Tu Meri Suhbat Par Naaz Karti
Bila-Jhijhak Mujhe Aashnae-Raz Karti
Agar Mera Raqeeb Mujhe Chehra Karata
Seeng Marta Foran Usse Takar Karata
Raat Ko Sardi Main Bahir Akra Hota
Kash Iss Eid Par Main Tera Bakra Hota
Phir Eid Par Zibah Ho Jata Main
Teri Khatir Cut Mar Jata Main
Teri Muhabat Ne Kuch Iss Tarah Jakra Hota
Kash Iss Eid Par Main Tera Bakra Hota
Aaj se Amiri Garibi ka fasle na rahe,
Har Insan ek duje ko aapna bhai kahe,
Aj sab kuch bhool ka aa gale lag ja,
Mubarak ho tuje yeh EID ka tyohar.
I wish a wish for u.
the wish i wish for few.
the wish i wish for u is that your all wishes come true
so keep on wishing as my all wishes are with you.
"Eid Mubarak"
U fasted,u prayed,
U been good 4 a whole 30 days.
So ur meciful ALLAH gave u a sign,
Out came the moon 2 say come celebrate..
Happy Eid mubarak.../
Kuch Musarrat Mazeed ho jaye,
Is bahane se Eid ho jaye,
Eid milne jo Aap aajayein,
Meri b Eid, Eid ho jaye.

Tu Har Qadam Naik Rahon Pe Rakhy
'"Tu Har Qadam Naik Rahon Pe Rakhy,

"Allah Tujhe Rehmat Ki Chahon Me Rakhy,
....'
Kash hum ek SMS hoty bas aik click mey aap ky paas hoty mana k aap hamy delete kar letay laikin kuch dair k liye tou hum aap ky paas hoty or bari khushi say kehtay EID MUBARAK>>>>>>>>
" Eid K Din "
Aaj Roota huwa Ek Dost Bohat Yaad Aaya,
Acha Guzra huwa Waqt Bohat Yaad Aaya,
jo Mere Dard ko Seenay mey Chupa Leta tha,
Aaj Jab Dard Huwa to Bohat Yaad Aaya..
Deep Jalte jagmagate rahe,
Hum aapko Aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai, dua hai hamari
"Aap Chand ki tarah Zagmagate rahe." Happy EID..
Teri deed jisko naseeb ho wo naseeb khushnaseeb hai,
Teri yaad hai meri zindagi tujhe dekhna meri EiD hai..

EiD MubArAk.../