shaadi ki mubarak

shaadi ki mubarak
mubarak!! mubarak!!
shaadi ki mubarak..
aray nahi EID MUBARAK..
itni kushi main sab kuch bul gaya par tumhe nahi...
maza karo, ishq karo, pyaar karo, or muje vapas sms karo.

Meri lye Eid ki sirf ek mathlab hai vo hai TUM..
intezaar hai kab hojayegi
HUM....
islye Mubarak, Mubarak!!!
  

Jun, 18 2010     293 chars (2 sms)     2728 views       Eid Mubarak

more Eid Mubarak SMS Messages

Jo eid walay din roza rakhay wo Shetan
or jo Rozay walay din eid mana lay wo Pathan
"Express Newz"
Har Pathan pe khas nazar
!!!Eid ki Dua Sab Dostoon K Lieye!!!
Saarey Jahan ki Khushiyaan uska Naseeb Karday,
Hansta rahey Sada woh Ussey khushnaseeb karday,
Kabhi Dil na uska Tootey Kabhi Chot (Zakham) na Woh khaaye,
usko Wafa kYa RAB Itna Kareeb Karday,
Us k Laboon pay ya RAB Sada hon Muskrahatain,
Kismat mey uski Hansna Mere Habib Karday,
Chal kar Jahan bhi JaayePhoolon k raastey hon,
Manzil Har Khushi ki us k Kareeb karday,
.DIL Mera Ab Tak Kahan Mutmaeen Huwa Hey!,
us K Dukhoon ko Ya RAB Mera Naseeb Karday
U Can Contact me Feel free
Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charo taraf phalao khushion ka geet,
Eisi ummid ka sath Yaar tumhe...MUBARIK ho EID.
Kitni Mushkil Se Asmaan Pe aata hai nazar Eid ka Chaand
Ke Chaand Ne Andaaz Tumhara Seekha Hai

Eid Mubarak !!!
Hope Love & Laughter, warmth & wishes joy and a Bouquet of Eid Wishes,
Especially for you!!!
jublications become a past of your eid and your life....!
EID MUBARAK
EID MUBARAK ho Aapko,
Dher sari tarif aur khusiya mile aapko,
But, Jab EIDI mile aapko to Please....
Aap Yaad karna Sirf Humko!!!
Tum Aao to Ham bhi Eid karein
Hasrat Hai Tumhari Deed Karein
Tum Aao to ham bhi Eid karein
Kuch Dair to Dil ko Chain Miley
Kuch roz to Man ka Phool Khiley
Kehtey hain ke Eid ki Aamad hai
Ham log bhi Kuch taaeid karein
Tum Aao to Ham bhi Eid karein
Tum se yeh Aik Guzaarish hai
yeh Apney Dil ki Khaaish hai
Ik Baar milo , Ik Baar Milo
Har Baar yahi Taakeed karein
Tum Aao to ham bhi Eid Karein
Mana ke Ham Deewaney hain
Sab Baatoo"n Se Anjaaney hain
Jab Apney hi Baigaaney hain
Kya Ghairoo"n Se Umeed karein
Tum Aao to ham bhi eid karein
Tum aao to Ham bhi Eid karein ......
Muj Ko Chor Kar Janay Wale

Mera Dil Dokhanay Wale

Bin Bataye Tm Kahan Chalay Gaye Ho

Ab To Mere Khawabon Mein Bi Bus Tum He Atay Ho

Agar Tum Is Eid Pr Na Aye

To Mera Kia Banay Ga?

Main Kis Tarah Ye Eid Guzaron Ga?

.

.

.

Aye Mere Ghar Se Baghay Howe Qurbani K Pyare
Bakray Plz Wapis Aa Jao Naa…
Jaanwar Kitne Saal K Ho to Us Ki Qurbani Jaiz Ho Gi?

>Ount (camel) 5 Saal K,
>Gaaye (cow) 2 Saal Ki,
>Bakra ya Bakri 1 Saal Ki
>Dunba ya Bhair K 6 Mahinea K Bacha Agar itna Bara Ho K Door Se Dikhne ME 1 Saal K Lage To Us Ki Qurbani Jaiz He.

(Durrea Mukhtar, Baharea Shari''at J/15, P/86)
/// EiD MubArAK ///


I HopE iM thE FirST WhO sENd u ThiS MsG
DoNT SmiLE JAn|x . . .

.

.

.

.

.

.

.

.

BAkrA EiD ki bAAt kAr rAhA hOn... :p ;->
----&
''''''
`````
,'','','',
,''(''.'') >,''
.< /''''/ , ,
;_/ \_, .



Is Tarah Nahatay Hain.

EID Aa Rahi Hai.
Tareeqa Seekh Lo.

1 Saal Main Banda Bhool Jata Hai. :-)
))))) "YA
( c '' ? ALLAH">
--
mere dost ki ye eid kaamyab eid bana de

jahan b ye maangne jaye

wahan isay izzat se gosht ata farma de

("AAMEEN")