MANAO EID BAHARAY CHAMAN KO YAAD KARO,
PAYAMAY SHOK KAY IK IK SUKHAN KO YAAD KARO,
HUJUMAY SHOK SE FURSAT MILAY TO EHLAY WATAN,
WATAN SE DOR KISI BE WATAN KO YAAD KARO.
Eid ul adha is eid of sacrifice,
and commitment to Allahs orders,
May Allah bless us with the same in all circles of life,
and help all amongst us,
who r helpless,worried,
and waiting for his rehmat,
Ameen. Eid Mubarak.
aao milaen k aaj EID ka din hai
musarrato,n muskarahto,n deed ka din hai
gillay bhulaen, dilon ko saaf ab kar lein
ranjishon ko mitaen k saat-e-saeed ka din hai
"EID MUBARIK"