Daar SMS Messages119 messages

Yai dua Hai mery abh na ho deDaar tera
abh na tery tarap na ho intezar tera
hun tu mein wohee aur wohee piyar mera
par ay jaan-e-man abh nahin etibaar tera
kiyon aagaeen duriyan humaray darmiyan
mein ay humnasheen kiya hai, qasoor mera?


Aap Mujhe Achee Lagti hain


Uss ko Itni Baat batanay mein


Mujh ko Mujh ko Poora Saal laga


Husn ka Uss k Roob to dekho


Hum jaise Jii Daaron ko bhi


Kitna Bay-Bas kar dalaaa

Submited in : Urdu Poetry SMS

Characters : 224 | Sms Length : 2

Submitted By Sameer From khi ( +92 0300 2711 588 )
Muhabbat Khud Bataati Hey
Kahan Kis Ka Thikana Hey
Kisey Aankhon Main Rekhna Hey
Kisey Dilmain Besana Hey
Riha Kerna Hey Kis Ko Or
Kisey Zanjeer Kerna Hey
Mitana Hey Kisey Dil Sey
Kisey Tehreer Kerna Hey
Gheronda Kab Girana Hey
Kahan Taameer Kerna Hey
Isey Maloom Hota Hey Safar Dushwar Kitna Hey
Kisi Ki Chashm E Geriya Main Chupa Iqraar Kitna Hey
Shajar Jo Girney Wala Hey Who SayaaDaar Kitna Hey
Safar Ki Her Saoubat Or Temazat Yaad Rekhti Hey
Jisey Saaary Bhula Daalen
MUHABBAT YAAD REKHTI HEY
Hr Adawat pe Mohabat ko Saja Kar Milna,
Rasm-e-Duniya hai Haqeeqat ko Chupa kAr Milna,
Jis ka KirDaar hai Sitaron ki Tarha Roshan,
Kitna Dushwar hai ja kar us Shaks say Milna,
Tum Mohabat ko Bhi Fareb Samajhtay ho Faraz,
Us ki Ada Hai Jab Bhi Milna Nigahon ko Jhoka k Milna.
Hogayi rukhsat ghata baarish ke baad
Ek diya jalta raha baarish ke baad
Mere behte hue Aansuo ko dekh kar
Ro parri thandi hawa baarish ke baad
Meri tanhaayi ka daaman thaam kar
Kuch udaasi ne kaha baarish ke baad
Yaad teri odh kar mein so gayi
Khawaab ka Daar khul gaya baarish ke baad
Chand dekh kar baadlo ki qaid mein
Ek sitaara ro diya baarish ke baad
Apne ghar ki har kachi deewaar par
Naam tera likh diya "K" baarish ke baad
Kuch ziyada hi gahri baaten karne laga hon main

K usne samajni hi chour dien dubne k Daar se
Lagtaa nahii hai dil meraa ujRe dayaar mein,
kiss kii banii hai aalame-naapaaiDaar meiN,
umr-e-daraaz maaNg ke laaye the chaar din,
do aarzuu meiN kaT gaye do intezaar meiN,
kah do in hasratoN se kahiiN aur jaa baein,
itnii jagah kahaaN hai dil-e-daaghDaar meiN,
kitnaa hai badnaseeb zafar dafan ke liye,
do gaz zamiin bhii naa milii kue-yaar meiN.

Teri adaon ka hua main deewana is kadar,
na waqt ka hosh na khud ki khabar,
na bhuk lage na pyaas bas intezaar rahe tere diDaar ka,
har jagah har pal tujhe dhundti rahe meri nazar.
Agar diDaar ki talab ho,

to nazrein jamaaye rakh!

Parda ho ya nakaab ho,

sarkata zaroor hai!
Hans Bol K Rukhsat Hona Hay
Phir Tanha Baith Ke Rona Hay

Din Yaad k Saya Daar Shajar
Shab Khabon Bhara Bichona Hay

Mujhy Ain Khizan Main Tere Liye
Phoolon Ka Haar Pirona Hay

Tere Pyar Ka Samra La Haasil
Pather main Beej Ka Bona Hay

Itna Dilgeer Ameer Na Ho
Ho Jaye Ga Jo Kuch Hona Hay
Khushbo Na Gai Ghar Se Na Yaadon ki Be-Rukhi MOHSIN


Zaalim ky Saaray Nakash BARAY Paye-Daar Thay
tum say kahnay kay liaay bay-qarar hain hum
such tumharay hi talab-gaar hain hum

waqat milay to kabhi mil ker dekhiay
such baray hi milansar hain hum

sath wafa say nibhaay gay hum
such baray wafa-Daar hain hum