Daar SMS Messages119 messages

Man:SarDaar G Apki Behan Gum Ho Gai Hai. . .
Chlain Usay Dhonday.
Sardar: Chor Yaar Kyun Time Zaya Krna,
Kal Geo T.V
Per Aa Jaye Gi.
Jageer Daar 1 Sardar Se: Agr Main Subah
Apni Car Me Niklun To Shaam
Tak Main Apni Aadhi Zameen
B Nahi Dekh Sakta.

Sardar: Hamare Pas B Pehle Aisi Hi Car Thi ;->
Sardarni: Have you eaten muli da paratha?
SarDaar: No, Mai to sandwich khaya hun..

sarDaarni: dont try to lie,
know lips can lie but hips dont lie... =P ;->
Chand ko bheja hai pehreDaar
Taron ko saupa hai nigrani ka kaam.
Raat ne zari kiya hai farmaan,
Sare sweet dreams bas apke naam.
Gud Nit
Main lafzon mai kuch bhi izhar nahi karta
iska matlab ye nahi k main tujhe pyar nahi karta

chahata hoon main tujhe aaj bhi par
teri soch mei apna waqt bekar nahi karta

tamasha naa ban jaaye kahi mohabbat meri
isi liye apne dard ko namooDaar nahi karta

jo kuch mila hai usi mei khush hoon main
tere liye khuda se taqraar nahi karta

par kuch tou baat hai teri fitrat mein zalim
warna Mein tujhe chahne ki khtaa bar bar nahi karta
muhabbat khud batatee hai kahan kis ka thikana hai
kisay ankhon mein rakhna hai kisay dil mein basana hai

riha karna hai kis ko aur kisay zanjeer karna hai
mitana hai kisay dil say kisay tehreer karna hai

ghironda kab girana hai kahan tameer karna hai
issay maloom hota hai safar dushwaar kitna hai

kisi ki chashm-e-giriya meain chupa iqrar kitna hai
shajar jo girnay wala hai woh saaya Daar kitna hai

safar ki har saobat aur tamazat yaad rakhti hai
jissay saraay bhula dalain muhabbat yaad rakhti hai
DOSTI TO SIRF ITTEFAQ HAI,
YEH TO DILON KI MULAKAAT HAI,
DOSTI NAHIN DEKHTI YEH DIN HAI KE RAAT HAI,
ISME TO SIRF WAFADaarI AUR JAZBAAT HA
Aaj rothay huway sajan ko bohat yaad kiya
Apnay ujray huway gulshan ko bohat yaad kiya
Jab kabhi gardish-e-taqdeer nay ghera hai hamein
Gaisuay yaar ki uljhan ko bohat yaad kiya
Shama ki joot pey jaltay huway parwano nay
Ek teray shula-e-daman ko bohat yaad kiya
Jis k mathay pey nae subah ka jhoomar ho ga
Hum nay us waqt ki dulhan ko bohat yaad kiya
Aaj totay huway seeno ki bohat yaad aei
Aaj beetay huway sawan ko bohat yaad kiya
Aaj sar-e-toor bhi mayoos-e-tajali hi rahi
Aaj Daar-e-yaar ki chilman ko bohat yaad kiya
Mutmaen ho he gay dam-o-qafas mein sagar
Hum asseron nay nasheman ko bohat yaad kiya
Naya Ek RABT paida kyoon karen HUM?
Bicherna Hai to JHAGRA kyoon karen HUM?

Khamoshi se Ada ho RASM-E-DOORI...
Koi Hungama barpa kyoon karen HUM?

Ye Kaafi hai k HUM (HUM''TUM ) Dushman nahi hain...
WfaDaari ka DA''wa kyoon karen HUM?

Wafa,Ekhlaas,Qurbani,Muhabbat...
Ab in Lafzoon ka peecha kyoon karen HUM?

Hamari he Tamanna kyoon karo TUM?
Tumhari he Tamanna kyoon karen HUM?

Kia tha Ahad jab Lamhon main HUM ne...
To saari Umr Efaa kyoon karen HUM?
Aaj phir us bewafa se pyar kyo hai......!
woh wapas aayegi yeh aitbaar kyo hai.....!
Bhoolna to chahte the dilse usey.....!
Phir bhi woh meri yaadon ki haqDaar kyo hai........!
Mahobbat ki yaad main hamne banwaiii thi uchii minaare kya pata ye khuaab hai unke khayaalo ka ab ham sochte hai jab khuaab main ye haal hai deeDaar-jalwe-husn yaar kya hoga...............
khush thay kuch aisay teri rafaqat k shauq main*
manzil ganwa di ham ne musaafat k shauq main
nafrat hi pehr e Daar mili har makaam par
jis darr pe ham gaey hain mohaabat k shauq main
ham baargah e ishq main maqbool youn hue
khud se bichar gaey teri qurbat k shauq main
lautay hain ab tou saath hai ranj o alam ki bheer
niklay thay ghar se ik musarrat k shauq main
apnay chaman se raabta bilkul nahi raha
sehra norad ho gaey daulat k shauq main

daaman main hasraton k siwa kuch nahi
aisay lutay hain ham teri chahat k shauq main