Chhot SMS Messages23 messages

chapal Chhoti ho to panwoon mey nahi aati

biwi moti ho to bahon mey nahi aati
Hamara ye tum ko salaam aakhri hai
Suno aj tum se kalaam aakhri hai
Agar ho sake to bhula dena hum ko
Yehi ek Chhota sa kaam aakhri hai
Abhi aarzuon k sehra pyase hain
Magar aansuon ka ye jaam aakhri hai
Teri bewafaye ka shikwa aakhri hai
Yehi to wafaon ka inaam aakhri hai
Mariz-e-mohabbat ki aye chaara sazo
Tumhare shehar me ye shaam aakhri hai
Zara dair thehro qazaa k farishto
Labon pe hamara payaam aakhri hai
Koi mil sake ga na Hasrat k jesa
Teri adaon ka ye ghulam aakhri hai
maut ki gari me jis din sona hoga,
na koi takiya hoga na koi bichhona hoga,
sath hogi aap jaise dosto ki mithi yaade,
aur shamsan ka ek Chhota sa kona hoga
Zindgi lahar thi aap sahil hue,
na jane kaise hum apki dosti ke kabil hue,
nahi bhulayenge hum us hasin pal ko,
jab aap hamari Chhoti si zindgi me shamil hue.
[email protected]
zindgi laher thi aap sahil huye,
na jane kaise hum apki dosti ke kabil huye,
nahi bhulayenge hum us hasin pal ko,
jab aap hamari Chhoti si zindgi me samil huye.....
HUMAARI LIFE US WAQT COMPLETE HOTI HAI
JAB AAP HON OR MAIN HOON OR HUMAARE
ChhotHE ChhotHE PYARE PYARE SWEET SWEET
NANAY MUNAY AUR SHARAARTY "SMS" HON.
This Msg Is For The Most Wonderful
Sisters Of This World Badi And Chhoti.
Thank U Didi For Always Being There On My
Side And For Helping Me In Those Infinite
Ways Which I Cannot Even Remember…
Santa aur banta ne
zindagi me pehli baar riksha dekha.

Sant-dekho kitna Chhota tanga.

Bant-haan aur gadha to dekho,aadmi jaisa dikhta
Chhoti si ghalat fehmi.kar de gee Juda hum ko.Halaat na badlein gey....Maaloom na tha hum ko.Rishton ki humein itni Pehchaan na thi pehley.Kehney ko maraasim tou apney thay buhut gehrey.Aansoo ke siwa laiken , kuch bhi na mila hum ko.Halaat na badlein gey, Maaloom na tha hum ko.Uthtey huey Qadmon mein Zanjeer si par jaati.Ahsaas -e-Nidaamat se dehleez pe gar jaati.Aik baar Mohabbat se detey jo sada hum ko.Halaat na badlein gey, Maaloom na tha hum ko.
Is Anjnabi Duniya Mein,Akela Ek Khawaab Hu
Sawaalo Se Khafa,Chhota As Jawaab Hu
Jo Na Samjh Sake,Unke Liye “KOUN”
Jo Samajh Chuke,Unke Liye Kitaab Hu
Duniya Ki Nazar Mein,Jaane Kyu Chubha As
Sabse Nashili Aur Badnaam Sharaab Hu
Sar Uthakar Dekho,Wo Dekh Raha Hai Tumko
Jisko Na Dekha Usne,Wo Chamakta Aaftab Hu
Dil Se Poochoge,To Dard Ka Sailaab Hu
ek Chhoti si nazar wo mujhpay bhi daal day,

ay rab e zuljallal usay itna khiyaal day,

itna bhi kia arooj k wo mill hi na sakay,

wo ho sakay mera usay itna zawal day.
Sagar kinare baithe
Lehron ko dekh rahe
Uchhalti, Kudti, chulbuli si
Koi Chhoti, to koi badi
Surya ki keerne se khelte khelte
Kinare se takrati
aur sagar mein phir se sama jaati
Jaise sukun ki neend le rahi ho
Yehi hai zindagi!!!