Chaye SMS Messages25 messages

Allah BaChaye!

Pagal BV Se.
Or Purane TV Se.

Dubai k Sheikh Se.
Or Nayi k Shave Se.

Orat ki Bewafai Se.
Or Purani Mithai Se.

Haram ki Kamai Se.
Or Bhutto k Jawai Se.
Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho.
Jab kali ghata Chaye, Tum yaad ate ho,

Jab bheegte hain tum yaad aate ho,
Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge
Teri yAad se 1 Lamha nahi hai khali
Tu phool hai GARDEN ka hum uske hain maali.
Tumhe Chaye ka shoq hai aur hum hain pyali.
Tu paer hai khajur ka main hon daali.
Dekha kitni mohabbat hai puri nazam banali
Mujhe malum hai apki koi to majburi hogi
Jo aap ne itne kam peson mein Apni Izzat LOotwali............ ;->
Log kanto se bach ke chalet hai..

Humne to phoolo se zakham khaye hai..

Tum gairo kee baat karte ho..

Humne to apne bhee aazmaye hai..



U to khwab aksar hee toot jate hai mere..

Phir bhee kuch toote khwab apne liye baChaye hai..

Wo gairo se kuch nahi chupa pate..

Humne apni aankho se bhee aansu chupaye hai..
is naye saal ki pehli subha
jab tumhare nain khulen
is naye saal ki pehli ghari
jab tumhare hath uthen
is naye saal ki pehli khushi
jab tumhare gale lage
is saal ka pehla hath
jab tumhari simt barhe
is naye saal ki pehli soch
jo tumhare jeevan mein nikhaar laye
to itnaa jaan lena ke koi or hath bhi
tumhare liye uthe zaroor hain
jis ke dil se bhi yehi dua nikli hai
wo nain hamesha khushiyaan dekhen
wo mangi dua pori ho jaye
wo gum door kahin bathakte milen
wo sath wo hat kabhi
gum se nahin choote
wo soch tumhare muqaddar ko
hamesha urooh phunChaye
to kuch hamare bare mein soch lena
ke koi hai jo na jane
kab se tumhare bare mein
barsoon se soch raha hai
Jab barish hoti hai, Tum yaad aate ho.
Jab kali ghata Chaye, Tum yaad ate ho,

Jab bheegte hain tum yaad aate ho,
Bataoo Meri umbrella Kab wapis kro ge! :p
woh to nahi mil saka ab royen kia rulayen kia..
jisko khaber hi na ho iss dil ki usko haal baatayen kia...
usnay chaha bhi to woh main na thi...
apni kismut pay ansoo bahayen kia...
barish ki in bundon main Main saray ansoo baha daloon...
kay jub dil hi toot chuka ho to ankh main ansoo baChayen kia
Tumharay dam se thay sab rang o noor sab kaif o suroor
Tumharay baad tu sooraj ne aag bersaii
Kia khabar kon si zanjeer teray pairon main thi
Jo nibhaye nag aye piyar k waday tujh se
Wo jis ne khuaab biChaye thay teray rastay main
Wo shaksh ab bhi teri rah guzar main betha hai
Ja mujh ko agar chodd k jana hai zaroori
Haathoon main teray haath hain zanjeer nhin hai
pehle kbi ye yadain ye
Tnhai Na Thi,


Kbi*DIL*Pay Aisi
Modhoshi Chaye Na Thi,


jane kia Asar kr Gai Ap
Ki Batain,

Warna is Trah Kbi Yad Kisi
Ki Ai Na Thi,
Yaadon ki parChayee mein ab to aaye tera hi cehra
Tu abhi tak iss baat se hai anjaan main hoon deewana tera
Izhaar-e-mohabaat karne to bahot baar socha maine
Par har baar tere hi aks ne roka hai rastaa mera
kashhhh khushion ki koi dukan hoti ..

humain bhi us ki pachan hoti...

bhar dete aap ka daman khushion se

keemat Chaye us ki hamari jaan hoti....;->
Abhi hai yaad mujhe gham say ashna hona,
tera milna or yun mil ker tera juda hona.

Zenat-e-haar banay gul ki shikayat tu suno,
isko bhata nhi hai shakh say juda hona.

yahi nhi k zamana jalaye is dil ko,
is pe bijli bhi giraye tera khafa hona.

mujeh yaqeen hai tujhko wali bana dega,
tere in Ansouon ka mustakil dua hona.

ye jo tezi say yahan uth rahi hai saChayee,
is jahan ka bara kareeb hai fana hona.

itna milna bhi karachi main thaka deta hai,
tanha rehna hai yahan per taro taza hona.