Bache SMS Messages89 messages

''roz logon se tare pange honge, roz tareghar main dange hon ge.agar mujhe sms nahin kia to yaad rakhna. tumhare 12 Bache honge or sare lafange honge......''
''Maa ne kaha HAVELI chhor do,

Paro ne kaha DAARO chhor do,

Andhay ne kaha mujhe SARAK k us PAAR chhor do.

Ek din aayega, Jab GirlFriend ke Bachey kahengey:
Mamu Zara School Chhor do.''
Ullu ke pathey

Kutey k Bachey

Gadhey ki aulaad

Saanp ke sapolay

Bhains ke bachray

Bakre ke maimney






Sab kitne chote chote aur cute hote he na
A 60 years old Bachelor advertises his Zaoorat-e-rishta
after 1 month he got a letter "mian sahib" is umar mein RISHTA nahi FARISHTA aata hay.
Frz karo
Pervez Musharaf
Shukat Aziz
Altaf Husain
Benazir
Nwaz Sharif
1 kishti me sawar ho Or kashti doob jaeTo kon Bache ga?

GUESS
?
?
?
?
?
?
PAKISTAN
3 bacho ki ma ne 3 bacho k baap se shadi karli,

hasti khelti jindgi ki barbadi karli.

Din ache ho gaye 3 aur Bache ho gaye,

ek din office ki ghanti khadki.

Aage se patni bhadki,

"aap vaha bethe kalam ghasit rahe hain

aur yahan aap k Bache aur mere Bache milke

hamare bacho ko peet rahe hain!"
@@@ DUAA @@@

Tuje aisi bemari lage,

Tu burhape mei b kanwara lage,

Darjan bhar hon Bachey tere,

Tu phir b larkiyon ko piyara lage...
Student To teacher : Kia Ye Sahi hai K Bache Qaum Ka Sarmaya Aur Qaum Ka Mstaqbil hain....???

Teacher:Haan Bilkul....

Student: Tou Phir Hukumat Is K Izaafe Se Pareshaan Kion Hai.... ??? ;->
Woh to aj bi hamain dekh kar muskurate hain
Yeh to un k Bache hi kamine hain jo hamain mamu mamu bulatay hai
Ek bacha dorta howa ghar aya aur maa se kaha: hamare parosi kis kadar garib hai un k Bache ne ek rupe ka sika nigal liya hai aur wo sub ro rahe hai... ;->
Memon ke ghar twins peda hue..
Kisi dost ne kaha: "Mubarak ho do do Bache hue hain."
Memon: "Arrey yaar bas ek kaafi tha magar
tumhari bhabhi ko bhi na fzool kharchi krne ki aadat hai." ;->
Chala Ja Msg Tu Ban K Gulab,

Hogi Sachi Dosti Tou AyeGa Jawab

Agar Na Aaye Jawab Tou Mat Hona Udaas

Samaj Jana K Balance Nahi Hai Ghareeb K Bache K Paas. . .