''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''
Srdar Apni Grlfrnd K Sath Date
K Liye Oil Mein Naha K Jata Hai
Gf: Ap Oil Mein Kiun Nahay?
Srdar: Meine Suna Tha K
Har Chiz Meezan Mein Achi Lagti Hai;->
Judge, Mujrim Se, Batao Tumari Akhari Kwaish Kia Hai ?
Mujrim,
Aik Mob Nokia N73
5 Karror Rupay
Apki Beti Se Shadi,
USA Ka Viza,
2 Saal Ka Hanimon,
6 7 Bachay Jo Apko Nana Nana Kahe Aur Mujhe Papa,
Un Ki Shadi Karwa Dun Us K Bad Ap Jo Fasila Do Mujhe Manzor Hoga..