B SMS Messages22988 messages

MUGHAY KAISE YAKEEN AAYE
MOHABBAT TUM NE BHI KI HAI
TUMHAIN JAB BHI KABHI DEKHA
SADA KHUSH BASH HI PAYA
HAMESHA HANSTE REHTE HO
KABHI ROTE NAHIN PAYA
KABHI GHAMGEEN NAHIN DEKHA
HAMESHA MAST REHTE HO
MOHABBAT KARNE WALON PER KABHI
MASTI NAHIN CHAHTI
KABHI RONAQ NAHIN AATI
NA WHO SARSABZ HOTE HAIN
MOHABBAT KARNE WALE DIL
HAMESHA ZARD HOTE HAIN
TO PHIR KAISE YAHEEN KARLUN
MOHABBAT TUM NE BHI KI HAI

Woh shakhs mujh ko jeet kay hara hai aur Bus
Itna hi zindagi ka khasara hai aur Bus

Kesay kahoon keh us ka irada Badal gaya
Such to yehi hai us nay pukara hai aur Bus

Dunya ko is main dard ki shiddat kahan milay
Aankhon say toot’ta hua tara hai aur Bus

Lafzon main dard e hijr ko mehsoos ker kay daikh
Kehnay ko main nay waqt guzara hai aur Bus

AB in main koi khwaB sajanay nahi mujhay
Aankhon ko intazar tumhara hai aur Bus

Main nay kaha keh khwaB main dekhi hain Barishain
Us nay kaha keh ik ishara hai aur Bus.
Main Umr K Rastey Mein Chup Chaap Bikhar Jaataa
Ek Din Bhi Agar Apni Tanhaaii Se Dar Jaataa

Main Tark E Ta“alluq Par Zinda Huun So Mujrim Huun
Kaash Uss K Leye Jiitaa, Apney Leye Mar Jaataa

Uss Raat Koii KhushBu QurBat Mein Naheen Jaagi
Main Varnaa Sanvar Jaataa,Aur Voh Bhi Nikhar Jaataa

Uss Jaan-E-Takallum Ko Tum Mujh Se Tou Milvatey
Taskheer Na Kar Paataa, Hairaan Tou Kar Jaataa

Kal Saamney Manzil Thii, Peechhey Meri Aavaazain
Chaltaa Tou Bichhar Jaataa,Ruktaa Tou Safar Jaataa

MaiN Shehr Ki Rounaq Mein, Gum Ho K Bohot Khush Thaa
Ik Shaam Bachaa Laitaa, Ik Roz Tou Ghhar Jaataa

Mehroom Fazaaoun Mein,Mayuus Nazaron Mein
Tum AZM Naheen Tehrey, Main Kaise Tehar Jaataa
Bheegi Palakain
AAnkhon Mein Laal Doray
Dard Say Chlakti Surkhi
Gaaloon Pay Phisaltey Motii
LuB Kaat“te Huwi
Main Aksar Ussay Bari
Mehwiat Se Dekhta hoon
Pagli
Tujhe Kiya Maloom Tujhe Rula Kar
Main Marti Ankhon Mein
iss Jahan ka Husn Dekhta hoon
Zara dhehaan rakhna
Ye meri pehli muhaBBat hai
Wafa ka maan rakhna
Ye meri pehli muhaBBat hai
Kahan es umer main hum Bhes Badlain gain faqeron ka
Milan asaan rakhna
Ye meri pehli muhaBBat hai
Judai k dino main loog chehray Bhool jatay hain
Meri pehchaan rakhna
Ye meri pehli muhaBBat hai

Badal sa gaya kuch, na rahe aB wo hum
Kho gaye khayal, toot gayi hai qalam

Chalte chalte liya waqt ne yoon mod
Ja rahe the kahin, chal diye kahin hum

Na kehne ko kuch, na sunne ki khwahish
Har jazBe se khaali jaise aB hue hum

Askhon ka samundar ufan raha hai dil main
Khusk hain lekin, nahin hain aankhen nam

Kho rahe hain purane, jud rahe naye rishte
Waqt de raha hai ek naye insaan ko janam !
gham-e-zindagi sai farar kya
ye sukoon kya ye qarar kya
gham-e-zindagi Bhi hai zindagi
jo nahin chen tu nahin sahi
sar-e-toor ho sar-e-hasher ho
hamain intezaar quBool hai
wo kaBhi milain wo kahin milain
wo kaBhi sahi wo kahin sahi........
chalo aj tum ko aik talak haqeeqat B Bata daytay hain
jis ko aksar yah log dilo ma chuhpa laytay hain

tunay aksar irtay huay pato ko dakha ho ga
apni her sans wo tahni per ganwa daytay hain
kitna khuuB sajatay hain Baharo ma shajar ko
or khari dhoop ma apna app jala daytay hain
kitnay Bayraham shajar hain nayee pato ki khusi ma
puranay patoo ko khiza ma geera daytay hain
hum nay B dakain hain iss jahan ma kahyee
jin ko un paton ki terha log dagha daytay hain
na suno gar Buraa kahe koii
na kaho gar Buraa kare koii

rok lo gar Galat chale koii
BaKhsh do gar Khata kare koii

Bak rahaa huu’N junuu’N me’n kyaa kyaa kuchh
kuchh na samajhe Khudaa kare koii
Shulah hun Barakny ki guzarish nai karta
Such mun sy nikal jata ha kushish nai karta

Girti hui deevar ka hamdard hun lakin
Charty huy suraj ki parstish nai karta

Lahroo sy lara karta hun darya mai utar kar
Sahil pay khary ho k mai sazish nai karta

Har hall mai hush rahny ka fun ata ha muj ko
Marny ki dua jiny ki huahish nai karta

Hamdard_e_ahBaB sy darta hun SaaMer
Mai zahm to rakhta hun nomaish nai karta
Bay zuBaan logon ko
Baqarar ankhoon ko
BadnaseeB qadmoon ko
Jis tarf Bhi lay jain
Rastoon ki marzi hay

Bay nishan jazeeron per
Bad guman shehroon main
Bay zuBaan musafir ko
Jis tarf Bhi Bhatka dain
Rastoon ki marzi hay

AjnaBi koi laa kr
Hum safar Bana dalain
Saath chalny waloon ki
Raakh Bhi urra dalain
Ye musaaftain sari
Khaak main milla dalain
Rastoon ki marzi hay

Rook lain ya Barhnay dain
Thaam lain ya girnay dain
Wasal ki lakiroon ko
Tor dain ya milnay dain
Rastoon ki marzi hay
kisi ki yaad dil main hai koi ehsas Baqi hai
Badalte mausam ke darmiyan ek raz Baqi hai

aBhi main safar mein hoon mile gi manzil mujhe
magar in raston kay darmian ek sath Baqi hai

kahin pe sham dhalti ha kahin raat hoti
aBhi to chandni hai chand ki raat Baqi hai

chale aao kisi din tum hamara haal Bhi dekho
hamara jism murda hai magar aik saans Baqi hai

umeed hai phir Bhi mile ga wo hamain aik din
khuda par hai Bharoosa,khuda ki Baat Baqi hai