Zindagi
Bhar zindagi ki saza milti rahi,<
Br/>Lamha lamha wafaaon ki jaza milti rahi.<
Br/>Cherh kar jata raha har
Baar zakhmon ko mere,<
Br/>Gham ke sholon ko yun hi hawaa milti rahi.<
Br/>Meri nazron ne hai
Bakhsha husn ko farogh,<
Br/>Uske har aaza ko ik adaa milti rahi.<
Br/>Faasla
Badta gaya jitna gaya uske qaree
B,<
Br/>Khushk patton ko jaise hawaa milti rahi.<
Br/>Paththron ki gird takrata raha ''Rahat'' ka wajood,<
Br/>Sukhan goi ka sadaa nayee sadaa milti rahi. <
Br/>