B SMS Messages22988 messages

Gulzar e shujat ki dil awaiz kali hy
jano dil e hyder hy wali iBne wali hy
ShaBBir muhammad hyn agar waqt k apney
ABBas e jari apney zamaney ka Ali hy
Sun le Ye Ghaur Se Waiiz
Tu Kia, Tere Baap Ko Bhi
Jaiye Wiladat E Ali Par
Apne Sir Ko Jukana Parega
aale naBi ka zikr tha jin wakiyaat main
who wakiyaat miltey nahin hai Deeniyat main
jin par fakeer Bheek Bhi mangtey nahn
woh naam shamil hogaye islamiyat main
Maqtal Mai Dono Hath Kataney Ke Bawjood...... ABBas Tere Hath Mai Bazi Hai Aaj Tak..... Tune Badal Ke Rakh Diyea Mana Hayat Ke...... Tu To Shaheed Hoke Bhi Ghazi Hai Aj Tak
Hassan ko Badshah khas o Aam kehte hain
Ali ka NaaiB o Qaim Muqaam kehte hain
Daleel aik hi kafi hai unki Azmat may
unhe Hussain Bhi apna Imam kehte hain
Zarurat Thi Talwaar Ki Na Aur Kisi Hathiyar Ki
Sirf Ek Dua Thi KarBala Main Alamdaar Ki
Fakat Mil Jaye Ijazat Aqa Hussain Sai
To Yaad DilaDunga Jung Haider-e-Karrar Ki
Aye Jhoot Ke Fatwoon Ki Dukan Kholne Wale
Farman-e-PayumBer Ko Na Is Tarah Bhula De
Hum Matam-e-ShaBBir Se Ruk Jain Gay Aye Dost
ShaBBir-o-Shareeyat Main Zara Farq Bata De
Firown Ko Sedha KaBi Chalte Nahi Daikha

Girtay Huay Daikha Hay SamBhalty Nahi Daikha

ASGHAR Ki Tarah Maqsad e Islam Ki Khatir

Itna Kisi Bachay Ko Machalte Nahi Daikha
Unke Naam Khud Mursal Likh Gae Hain Kaaghaz Par
Baagh Sayyida Ka Hai, Aap Kon Hote hein ?

Me Ali Ke Dushman par LAnat''ain jo Karta hoo
Ye Mera Wazeefa Hai, Aap kon Hote hein ?
Alam ABBas (a.s) Ka Jis Din Se Rakha Hai Ghar Main
Khud Hi KarBala Se Hokay Hawa Aati Hai

Na Mumkin Hai Mujhe Chulay Koi Bemari
Maray Ghar Lay Ke Hawa "Khak-e-Shifa" Aati Hai.
Kadurat Ho To Sachi Baat Bhi Mani Nahi Jati
Ke Chashme Toor Tak Suraj Ki TaBaani Nahi Jati
AB Itna Bhi na Apne ko Bigaro Bugze HAIDER Me
Ke Khud Tumse Tumhari Shakl Hi Pehchani Nahi Jati
SaB k saB aala nasaB silsila hy aik sa
IBtida hyder say hy Mehdi pay hy inteha
Chotay Barey ka sawal in me huwa hy na hoo
Dada Bhi laftah pota Bhi mushkil khusha