para''ey des main Bhi apni seekhoon dhoond letay hain

Ali waalay Ali waalon ki khushBoo soongh letay hain

naajanay musalmaanon ko nazar kiyun nahin aatay

fazaail to meray Maula k hindu dhoond letay hain

para''ey des main Bhi apni seekhoon dhoond letay hain

Ali waalay Ali waalon ki khushBoo soongh letay hain

naajanay musalmaanon ko nazar kiyun nahin aatay

fazaail to meray Maula k hindu dhoond letay hain
jo Ali [a.s] ka na hoa kaB hamara hoga wo to Buss katiB.e.taqdeer ka mara hoga jannat mien janay se rokay ga Bhala ko hamein jaB payaray Muhammad [PBUH] ka ishara hoga matam-e-Hussain par aey fatway laganay walon hashar mien dekhna kya hashar tumhara hoga tazira AL-E-MUHAMAD [A.S] ka no jis mien WAQAS aesy mehfil mien kahan apna guzara hoga''''

Na Maujza hai kerBala , Na Haddssa Hai KerBalla

Jo Khoon Say Likha Gaya woh Faislla Hai KerBalla

Her aik ''JaBBr'' kay Khilaf Khair Kay Muhaz per

Jo Mustakil Bappa Rahay woh Ma''rka Hai KerBalla

Sanan-o-Khanjjr-o-Kamaan , Mashq-o-Chadder-o-alum

Nishaniooon Ka AjjaB, silsalla hai KerBalla.
Bheja nahi tha SHAIR ko jung ke khayal se,

Lag jaati warna aag neher mein jalaal se,

Kat kat ke gire zulm ke parcham zamin par,

Tera alam jawan hain 1400 saal se.
jo Bhi Darakht-e-Bughz-e-Ali mein ataak gaya

wo shakhs Rahe-e-Den-e-Khuda say Bhatak gaya

Kausar ki simt Shaikh jee Lapkey to they mager

Saqi Ali hei deakh ker Chera Latak gaya
Saja rakhi thi darya par ajaBBaraat pani ki

Bahut kerte the Ashrare yazidi Baat pani ki

Magar sahil pe pahonche thokarain marien chale aye

Bata di Hazrat-e-ABBas ne Auqaat pani ki.
Mehshar main Bhi anmol aqeeday k iwaz hum

Bakhshish jo kharidain tou gunahgar na kehna

Jannat main Bhi ShaBBir teray gham ki qasam hai

matam na karain hum, tou azadar na kehna
Khazanay ki jo zeenat ho usay ALMAAS kehtay hain

Tamana pani ki hoti hay toe PYAAS kehtay hain

Jahan peety jain suB pani usy kehtay hain suB darya

Jo darya ko pilata hoo usay ABBAS (A.S) kehtay hain!
Farsh-e-aza jahan may Bichatay rahenge hum,

paigham shah-e-din ka sunatay rahengay hum,

Pyasay Hussain(a.s) pyasiSakina(a.s) k naam per,

dushman B ho to pana pilatay rahenge hum..

Dard-e-alam ka markaz-e-ehsaas Bangaee

Bay aas kafeley ke liye aas Bangaee

din dhal gaya tu sham-e-ghareeBa''n ke saath hi

Beti Ali ki Hazrat-e-ABBas Bangaee
Mangnay walon k dil ko ye yaqeen hai ABBAS(a.s).

" NA " karna tera dastoor nahi hai ABBAS(a.s).

Aa rahi hai Daro deewaar say KhushBo-e-Wafa.

Aisa lag raha hai is waqt yaheen hain ABBAS(a.s).