Ajay SMS Messages78 messages

Mujh Se Khafa Ho Ke Chup Chaap Sa Beth Jata Hai
Khud Bhi Jalta Hai Mujhey Bhi Saath Jalata Hai

Us Ko Manatey Hoye Mein Khud Hi Rooth Jayun To
Phir Merey Paas Aa Ke Raat Bhar Mujhey Manata Hai

Khud Hi Sawal Kar Ke Khud Hi Jawab Deta Hai
Phir Merey Seeney Se Lag Ke Khud Hi Gungunata Hai

Us Ek Pal Ke Sadqey Mein Meri To Her Khushi Qurbaan
Jab Wo Sher Kehtey Hoye Dheerey Se Muskurata Hai

Subh Ka Sitara Lagta hai Zindagi Se Piyara Lagta Hai
Meri Bahon Mein Aatey Hoye Jab Wo Bohut Sharmata Hai

Meri Yaad Ke Mausam Ko Palkon Pe SAjaye Rakhta Hai
Beetey Hoye Her Pal Ki Khabar Mil Kar Mujhey Batata Hai

Merey Bagher Kesey Guzri Us Ki Kal Ki Raat
Us Ki Aankh Ka Phela Kajal Saari Kahani Sunata Hai
Us K Hathon Main Hina,Paon Main Payal Hogi.Aik Dewar Magar Beach Main Hayal Hogi.Us K Jalwoon K Bohat Pass Main Honga.Lakin Wo Kisi Or Ki Taqdeer Ka Hasil Hogi.Surkh Kaproon Say SAjay Tar Na Mery Hongy.Us Ki Aankhoon Main Mery Pyar Ki Jhilmil Hogi.Jaty Jaty Wo Mujy Pyar Say Dakhy Gi Jab.Roty Roty Wo Meri RohMain Shamil Ho Gi.Mujy Say Wo Dor Bohat Dor Chali Jayee Gi.Ya Kaahani Bhi Sara-e-Bazam Mukamil Hogi.
BHULAYA NA JAA SAKA

Palkon pe aanso“on ko sAjaya na jaa saka
us ko bhi Dil ka haal bataya na jaa saka

zakhmon se choor choor tha yeh Dil mera
ek zakham bhi us ko dikhaya na jaa saka

jab teri yaad aayi to koshish ke ba wajood
aankhon main aanso“on ko chupaya na jaa saka

kuch log zindagi main aise bhi aaye hain
jin ko kisi bhi lamhe bhulaya na jaa saka

bas is khayaal se kahin us ko dukh na ho
hum se to haal-e-ghum bhi sunaya na jaa saka

woh muskuraha tha mere ru-ba-ru magar
chehre ka rang us se chupaya na jaa saka

tanhaiyon ki aag main hum jal gaye
magar faasla ana ka mitaya na jaa saka
"FIRQ SIRF ITNA SA HE"
TERE DOLI UTHI,
MERE MAYAT UTHI,
PHOOL TUJH PER BHI PARY,
PHOOL MUJH PER BHI PARY,
TU SAJ KE GAI,
MUJHE SAjayA GAYA,
TU UTH KE GAI,
MUJHE UTHAYA GAYA,
SAHELIAN TERE BHI THI,
DOST MERE BHI THAY,
MEHFIL WAHAN BHI THI LAG YAHN BHI THE,
UUN KA HASNA WAHAN ,
IN KA RONA YAHAN,
DO BOL TERE PARHE,
DO BOOL MERE PERHE,
TERE NIKAH PERHAYA GAYA MERE JANAZA PADHAYA GAYA,
TUJHAY APNAYA GAYA,
MUJY DAFNAYA GAYA,
""FIRQ SIRF ITNA SA HE ""
Farq sirf itna sa hay.

us ki doli uthi meri mayyat uthi.

phool us par bhi thay.
phool mujh par bhi thay.

mehfil wahan bhi thi.
log yahan bhi thay.

un ka hasna wahan.
in ka rona yahan.

saheliyaan us ki bhi thien.
dost mairey bhi thay.

2 bol us k parhay.
4 qul meirey parhay.

qazi udhar bhi tha.
molvi idher bhi tha.

wo saj k gae.
mujh ko sAjaya gaeya.

wo uth kar gae.
mujh ko uhtaya gaeya.

Farq sirf itna sa tha.

us ko apnaya gaeya.
mujh ko dafnaya gaeya.
Mujhse itna rishta banaye rakhna,

meri dosti tum dil mein basaye rakhna.

waqt ko koi bandh nahi sakta,

par is dosti ko palko mein sAjaye rakhna. banaye rakhna,

meri dosti tum dil mein basaye rakhna.

waqt ko koi bandh nahi sakta,

par is dosti ko palko mein sAjaye rakhna.
Ahl-e-dil aur bhee hain ahl-e-vafa aur bhee hain
aik hum hee naheen duniya say khafa aur bhee hain

kiya hua gar miray yaaron kee zubaanain chup hain
mairay shaahid miray yaaron kay siwa aur bhee hain

hum pay hee khatm naheen maslak-e-shoreeda-saree
chaak-e-dil aur bhee hay chaak-e-qaba aur bhee hain

sar salaamat hay to kiya sang-e-malaamat kee kamee
jaan baaqee hay to paikaan-e-qaza aur bhee hain

munsif-e-shehar kee vehdat pay na harf aAjaye
log kehtay hain kay arbaab-e-jafa aur bhee hain ........;->
US NAY PHOOL BHEJAY HAIN
US NAY PHOOL BHEJAY HAIN


us nay phool bhAjay hain
phir meri ayadat ko
eik eik patti ma
un laboon ki narmi ha
un jamil hathoon ki
khushgawar hiddat ha
un latif saansoon ki
dilnawaz khushboo ha
dil ma phool khiltay hain
rooh ma chiraghan ha
zindagi mouattar ha
phir bhi dil ye kehta ha
baat kuch bana leta
waqt k khazanay say
eik pal chura leta
kash.....wo khud aa jata
Yunhi Fasslon Ko SAjay Rakh.
Yehi Intazar Rehne De.

Mere Zehen-o-Dil K Sakun Per.
Mera Ikhtiyar Rehne De.

Teri Chahto Ka jo Dard Hai.
Ye Sub Khushi Se Qabool Hai.

Meri Chashm-e-Num Ka Guma Na Kar.
''Muje Askh Baar Rehne De.

Teri Bebasi Baja Sahi.
Meri Khush Fehmi Bhi Galat Nahi.

Tujhe Har Qadem Per Khushi Mile.
Mujhe So-Gawaar Rehne De.

Meri Guftugu Me Jo Dard Hai.
Wohi Dard Mera Naseeb Hai.

Main bhula Chuka Hon Dard Ko.
Mujhe B-Qaraar Rehne De.
samajhte the magar phir bhi na rakhin doorian humne
charagon ko jalane mein jalali unglian humne
koi titli hamare paas aati bhi to kya aati
sAjaye umar bhar kagaz k phool aur pattian hamne
charagon ko.............
yuhin ghutt ghut k mar jana hame manjoor tha lekin
kisi kamzarf par jaahir na ki majburian hamne
charagon ko...........
hum us mehfil mein bus ek bar sach bole the ae baali.
zabaan par umr bhar mehsus ki chingarian humne charagon
Apna gum leke kahi aur na jaya jaye,

Ghar me bikhri chizo ko ghar me he sAjaya jaye.

Jin chirago ko hawao ka khauf nhi,

Uun chirago ko hawao se bachaya jaye
Aansu tumhari ankho se le jayenge hum.Sapne sunhre tumhe de jayenge hum.Zarurat ho hamari to aawaz na dena?Bus mud k dekhna.Saye me nazar aAjayeng hum.