Ajay SMS Messages78 messages

.-""-.
( '';'' )
(,,)(,,)
Kya Apko Meri YÄD A Rhi Hy




Nhi

.-""-.
(")( ''; '' )
'' (,,)
Esa Theper Prega Na,Sb Kch YÄD Ajayga . ;->
BHULAYA NA JAA $AKA

Palkon pe aan$o"on ko $Ajaya na jaa $aka
u$ ko bhi Dil ka haal bataya na jaa $aka
zakhmon $e choor choor tha yeh Dil mera
ek zakham bhi u$ ko dikhaya na jaa $aka
jab teri yaad aayi to ko$hi$h ke ba wajood
aankhon main aan$o"on ko chupaya na jaa $aka
kuch log zindagi main ai$e bhi aaye hain
jin ko ki$i bhi lamhe bhulaya na jaa $aka
ba$ i$ khayaal $e kahin u$ ko dukh na ho
hum $e to haal-e-ghum bhi $unaya na jaa $aka
woh mu$kuraha tha mere ru-ba-ru magar
chehre ka rang us $e chupaya na jaa $aka
tanhaiyon ki aag main hum jal gaye
magar faa$la ana ka mitaya na jaa $aka.....
1 girl ask 2 pappu : woh kia hai jo cow k paas 4 or mere paas 2 hain?

pappu : legs

Girl : woh kia hai jo tumhari pant main hai aur meri pant mein nahi hai?

pappu: paisay

Girl : woh kia hai jo log din main karne k bAjaye ko raat bistar pe kartay hain

pappu: neend puri karte hain

girl : woh kia hai jo larki pehli daffa karwate huye pain ki wajah se roti hai?

pappu : kaan main ched

MORAL : aap bhi apni zehniat pappu ki tarhan saaf rakhain
Kuch Musarrat Mazeed ho jaye,
Is bahane se Eid ho jaye,
Eid milne jo Aap aAjayein,
Meri b Eid, Eid ho jaye.
Kuch Musarrat Mazeed ho jaye
Is bahane se Eid ho jaye
Eid milne jo Aap aAjayein
Meri b Eid, Eid ho jaye
Tere dil ko sAjayenge apne arman dekar,

tere labo ko hasayenge apni muskan dekar.

Dosti ki kasam tujhe kafan se bhi utha layenge

tere sharir me apni jaan dekar
Farq sirf itna sa hai, US ki doli uthi meri maiyat uthi,
phool US per bhi they, phool mujh per bhi they,
mehfil wahan bhi thi , log yahan bhi the,
Un ka hansna wahan, in ka rona yahan,
sahelian us ki bhi thin, dost mere bhi they,
Do qul US k perhey, do qul mere perhey,
Qazi udher bhi tha, moulvi idher bhi tha,
WOH saj k gaya, mujhe sAjaya gaya,
WOH uth k gaya, mujhe uthaya gaya,
Farq sirf itna sa hai usey APNAYA gaya, mujhe DAFNAYA gaya........
Chaman ko sAjayay bohat din huay,
Tumhain pass aayay bohat din huay.
Kisi din achanak chalay aao tum,
Hamain muskarayay bohat din huay.
Chaman ko sAjayay bohat din huay,
Tumhain pass aayay bohat din huay.
Kisi din achanak chalay aao tum,
Hamain muskarayay bohat din huay.
Chalo tumhare pyar par yakeen karte hain
Dil kya yeh jaan tum par qurbaan karte hain
Bus tum mere dil ko dhukana mat
Bus yehi tumse hum faryaad karte hein


Tammana se nahi tanhai se darte hain,
Pyaar se nahi ruswaai se darte hain,
Milne ki to bahut chahat hai,
Par milne ke baad judaai se darte hain


Yaad toh har koi karega jaane ke baad
Sache pyar ka pata chal jaayega waqat aane ke baad
Kaun kitni mohabbat karta hai
Nazar aAjayega mar jaane ke baad
Ab kiya likhein hum kagaz par
Ab likhne ko kya baqi hai
Ek dil tha so wo toot gaya
Ab lutne ko kya baqi hai
Ek shaks ko hum ne chaha tha
Ek rait pe naqsh banaya tha
In rait k zaron ko hum ne
Phir apne dil mein sAjaya tha
Or rait to kab ki bikhar gae
Who naqsh kahan ab baqi hai
Ab kya likhein hum kagaz par ab likhne ko kya baqi hai
Hum jin ko apni nazmo ka unwan banaya karte thay
lafzon ka baan kar taj mahal kagaz par sAjaya kartay they
Wo hum ko akela chor giya
Sab rishton se mouh mor giya
Ab rishtay sare sonay hain
Who pyar kahan ab baqi hai
Ab kya likhein hum kagaz par ab likhne ko kya baqi hai
Humesha muskura kay aansooun ko chupaya
Ghum ko chupanay ka yehi rasta nazar aaya

Kis kis ko batatey behtey ashkon ka sabab
Kay derd-e-dil dil main kis nay jagaya

Mehfilon main kahin bhi maza na raha
Rakha dil pay pather to khud ko sAjaya

Baat bay baat apni aahain daba ker
Yaron kay dermiyan kis qadar muskuraya

Na thi chah kabhi mujahy mankashi ki
Jaam-e-wafa kisi bay wafa nay pilaya

Kya muqadar say shikwa kertey rahain
Jo qismat main tha wohi kuch to paaya

Yeh kis mor pay aagaee hain umeedain
Kay saaya-e-manzil nazar main na aaya

Apnoon nay palat kay daykha tak nahin
Ghairon nay aaker galay say lagaaya