Adaa SMS Messages104 messages

Wo agar husn waloon ki sarkaar thay
Hum bhi shahir-e-mohabt k sardar thay

Aik jurm-e-mohabt ki pAdaash mein
Omr bhar keliay hum szawaar thay

Maot ka faisla jab kia tha kbhi
hum bhi tyaar thay, wo bhi tyaar thay

Kar skay na koi wAdaa wafa
Aik eqraar tha , laakh inkaar thay

Hum marez-e-sahub gham rahay esliay
Jitnay taryaak thay , saray beqar thay

Wo jo bichar kar juda ho gaye
Wo mohabt k jazboon ki mehkaar thay
Woh bewafa hamara imtihaan kya legi,
milengi nazron se nazar toh nazar jhuka legi,
use meri kapar p diya jalane ko math kehna,
woh nAdaan hain doston apna haath jala legi...!!
tupash say bach kay ghataaoon mein beth jatay hain
gay huwaoon ki sAdaaoon mein beth jatay hain
hum irdgird kay mousam say jab bee ghabraa jain
tery kial ki chaoon mein beth jatay hain.....
Dil- e- NAdaan aj Udaas bohat tha, Koi Dur Hotay hue b paas bohat tha.

kis qadar thay logon se marasam mere phir b teri kami ka ehsaas bohat tha.
Dil mein aap ki har baat rahegi,
Basti choti hai magar aabaad rahegi.
Chahe hum bhula de saare zamane ko,
Lekin aapki har Adaa yaad rahegi
Eik Piyari Si Surat,
Eik Masoom Sa Chehra,
Thodi Shahrarat,
Thodi Mohabbat,
Thodi Masti,
Thoda Maza,
Jiski Piyari Har Eik Adaa,
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Uska Sms Parhne Ka Shukriyaa..........!!
"NAdaan Logh Dolat K Liye Dil Ka Chain Luta Detay Hain!
Or!
"Danish Mand Dil K Chain K Liye Dolat Luta Detay Hain...! ;->
Kaisi Beeti Raat Kissi Se Mat Kehna
Sapnon Wali Baat Kissi Se Mat Kehna
Kaisay Uthay BAdaal Or Kahan Takray
Kaisi Hui Barsaat Kissi Se Mat Kehna
Good Morningggggg
Pakistan,
Behan Log Ko Salaam,
Dosto Ko Hi,
Buzurgo Ko Adaab
Girls Ko Pyar,
Aur Khas Ko Jaise K Aap,
Jadoo Ki Jhappi With Pappi . . . ;->
hoye thy wohi badnam hoye,

tum to masoom rahy apni Adaaon ki tarah...
Taras jao ge tum mehfil-e- wafa k liye

Kisi se pyar na karna kabhi khuda k liye

Jab lage gi ishq ki Adaalat ek din

Tum hi chunay jaoge saza k liye.
Mairay Sabar Ka Na Lay Imtihaan Mairee Khaamoshi Ko SAdaa Na Day
Jo Tairay Baghair Na Jee Sakay Uusay Jeenay Ki Too Duaa Na Day,

Too Azeez Dill-o-nazar Say Hay Too Qareeb Rag-o-jaan Say Hay
Mairay Jism-o-jan Ka Yeh Faaslaa Kaheen Waqt Aur Barhaa Na Day

Tujhay Bhool Kay Na Bhulaa Sakoon Tujhay Chah Kay Bhee Na Paa Sakoon
Mairee Hasratoon Ko Shumaar Kar Mairee Chahatoon Ka Silaa Na Day,

Wo Tarap Jo Shula-e-jaan Main Thee Mairay Tan Badan Say Lipat Gai
Jo Bujha Sakay To Bujha Isay Na Bujhaa Sakay To Hawaa Na Day,

Tujhay Gar Mailain Kabhee Fursatain Mairee Shaam Phir Say Sanwaar Day
Gar Qatal Karna Hay To Qatal Kar Yoon Judaaiyoon Ki Sazaa Na Day.