Aadat SMS Messages123 messages

Woh Beparwa Hi Sahi Dost To Apna hai FARAZ Aadat ki Baat Aur Hai Wo Dil ka Bura Nahi
Woh Beparwa Hi Sahi Dost To Apna hai FARAZ Aadat ki Baat Aur Hai Wo Dil ka Bura Nahi
Jab Subha Utho to Kalma Tayyba Parho
Kyon k Marne k baad jab Qabar Mai Farishte
Hum Se sawal jawab karne Aengay or humain Utthaengy or Pochhengy
K tumhara RAB kon Hai?
Tumhara DEEN kya hy?

To hum Apni Aadat k mutabiq Kalma Tayyaba Parte Hue Utthengy
Or Kalma Tayyaba Mai He un Farishton k Sawalon k Jawab Mojod Hen.
Din Mai 5 time Namaz Parhne ko Apne Aadat Bana Lo
Sirf ye soch Kar k kya pata k ye Azan Tm Aakhry Bar Sun rhe ho?
Kya pata Tmhara Rab Tumhai Aakhre bar Pukar Raha Hai?

80% log Tum mai se ise fwd nahe krte.
ALLAH TALLAH frmate hai k agar Tum apne Logo k Samnay
Mujhe Radd Kroge to Mai Tumhe Apne nazar mai Radd kar Dunga!
Girl : Paros wali Aunty mujhe bohat tang karti theen..

Jab b kisi ki Shadi hoti wo mere gaal kheench k kehti

"AB TUMHARI BARI HAI"

Phir mainay un ki ye Aadat khatam karwa di.

Friend : Kaise ?

Girl:Jab koi Mar jata tou mai un k Gaal kheench k kehti...

"AB AAP KI BARI HAI"
Hamari khamoshi hamari Aadat hai,
In duriyo me bhi hamari chahat hai,
Hamari zindgi agar khubsurat hai,
To ushki wajah aapke mushkrahat
hai.
Kyun yaad tum itna aate ho…?
Kyun hum ko tum tarpaate ho…?
Gum sum gum sum hain aaj sahar se hum…
Kyun itna hamain sataate ho…?
Aadi hogaye hain us sitam ke hum…
Jo Aadatan humpe dhaate ho.
Tumhain khayaalon se gar nikaal bhi dain…
To khwaabon main aa jaate ho.
Hum lab se nahin karte izhaar-e-mohabb at…
Tum aankhain hii nahin parh paate ho………..
MujhE Aadat Nahi HaR aeK pE mAr
MitNe Ki
\
~> ayE DostO
/
uSmE bAaT hi KuCh Aesi tHi Ke DiLnE SocHnE ki Bhi MoHLaT Na Di.
Mian Roz Gunah Krta Hun...
Wh Chupata Hai Apni REHMATON Say.....
.
.
.
.
Main Majboor Apni Aadat Say...
Wh MAshoor Apni REHMAT Say
Zakhm dil ka kise dikhyen hum
Dosti kiski aazmayen hum
Zabt kARNe ki dal lain Aadat
Ghar ki deewar kya uthayen hum
Maslahat ka yahi takaza hai
Jo wo kahte hain maan jaayen hum
Berukhi humse ho nahi saktee
Bhool jayen teri khatayen hum
lab pe rakh kar hansi dikhawe ki
Dard-e-dil kab talak chupayen hum
Tod dete hain ghar ke log ise
Khwab palkon pe kya sajayen hum.
Sirf main hi tham sakoon haath us ka mujh pe itnee inayat si ker dey

Wo reh na paye ik pal bhi mere bina aey Khuda usay meri Aadat si ker dey.
Naa Jaane Kyn nazar Lagi Zamane Ki,
Ab Wajah Milti Nhi Muskurane Ki

Tumhara Gussa Hona To Jayaz Tha,
Humari Aadat Chut Gayi Manane Ki.