Dosto Me Ap Ko Ek Zarori Bat Btana Chahta Ho.
Takey Pchlay Saal Ki Tara
Apko Afsoos Na Ho
Ramzan Aa Chuka He
Jis Ne B Meri Aftari Krni He
Mjhy Abi Bata De!
Ek bacha dorta howa ghar aya aur maa se kaha: hamare parosi kis kadar garib hai un k bache ne ek rupe ka sika nigal liya hai aur wo sub ro rahe hai... ;->
''Larka:Mere sath chalogi GIRL:Kehan?Larka:Jahan tm kaho wahan.
GIRL: 0K Police station chalte hen
Larka: Lo batao ab banda apni Baji se mazaq b nhi kr sakta''
Quaid foot ho gaye, Liaqat Ali bi shaheed ho gaye, Allama Iqbal bi ab is dunya main nahi rahay, meri tabiat bi ab kuch teek nahi ha, soochta hun ke maray bad Pakistan ka kia banay ga