bilkul apne chhote bhai ki tarah

bilkul apne chhote bhai ki tarah


Arz he,
Samandar Me Gehraai
Ki Tarah

Pyar Me Judai Ki Tarah

Khuda Kare Apki Girlfrnd Apko Rakhe


.


Bilkul Apne Chhote Bhai Ki Tarah!!
  

May, 05 2010     155 chars (1 sms)     3371 views       Funny

more Funny SMS Messages

Tuje apne Piar ki khushbu se door door kar dun,

Fauji boot utha k marun aur choor choor kar dun,

Cherry blosam ka istmal karo tuje Noor Noor kar dun,

Izhar-e- mohabbat k taor pe apni nazron se dafa door kar dun.
Ek SAwAL hy Or IsNe MujhE b0hAt SoChNe pE MAjb00r kiA huA hy..




PatA nAhi TuMhEiN Bhi atA hogA k nAhi..??





LEkiN Phir Bhi itNi EducAtioN Li hy t0 TuMhEiN t0 pAtA honA ChAhiyE..



MujhE bAs Us kA jAwAb dE do..




SawAL ziAdA MuShkiL nAhi hy..





LEkiN ziAdA asAn Bhi nAhi hy..






SawAL yE hy k..




.


.


JAb

MurGhi

AndA

FrEE

Me

DEti hy..??

To BAzAAr

Me

Rs.6

Ka

Q

BiktA

Hy...? =P ;->
''Aap ke haath mein Mobile hai,
chehray pe khoob Smile hai,
Msgs ki achi khasi File hai,
phir bhi sms nahi karte ho,
Ye kon sa STYle hai''
Hum Aaye

Humne Khola

Humne Nikala

Humne Dala

Hamara Kaam Ho Gaya

OR Aap Nikaal kar kharay hi rahe

Kyun k aapko Daalna nahi ata Tha...

A.T.M CARD


larki khoobsurat kutte k sath ja rahi thi
k Larke ne dekh ker kaha aap dono behn bhai hain
larki-// ap ko hm dono main se kon pasand hai
Larka-// yaqeenan tm
larki-// to phir is k liye apni behn le aao
hamare yahan watta satta chalta hai...=P;->:-P
Pakistani m0vies Fl0p Q h0ti hYn?













Bec0z j0 Act0r Hain Wo Hak0mat Sanmbhal k Bethay hYn.
Pathan ko 1 chirag mila,
usko ghisne se usme 1 jin nikla
Jin:"3 khwahishain btao"

Pathan:"1 aisi naswar lao jo kabhi khatam na ho"
jin ne usay naswar la k dedi

jin:"or 2 khwahishain btao"

Pathan:"Aisi 2 or lado" ;)
Sacha waqiya....


ek buzurg kisi kay ghar tashreef lay gaee sara khandan baba jee pas jama thaa ksi nay shan main gustakhi kar di. theek 10 mint bad sara khandan andha ho gaya aur zoor zoor say ronay aur chillany laga, baba jee hamain maaf kar do hum par raham karoo atnay main baba je uthayy aur joti uthai aur sub ko ek ek lagaee aur farmaya...

.

.

.

kambakhto light chali gaee.
Aik Din Geo K Saat Aur Aik Raat Shehnaz K Saat Pappu...




"Kia Ye Khula Tazad Nahi Hai" ;->
o kiya kiya, kya kiya, kya kiya re sanam





Arz kiya hain
--o kiya kiya, kya kiya, kya kiya re sanam








wa bhai wa

o kiya kiya, kya kiya, kya kiya re sanam
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.










Sbhe ka khana abhi nahi hua hajam ....;->
Lab Pe Aati Hy Dua Ban K Tammana Meri

Sim band Ho Jaye Allah Kare Teri

Duur Dunya Main Chamakne Se Ujala Ho Jaye

Jo Mujhe Sms Na Kare Us Ka Rung Kala Ho Jaye

Ho Mera Kaam In Faqeero''n Ko Sms Kerna

In Kanjuso''n Ghareebo''n Ka Inbox Bharna

Mere Allah Inhain Bhi Gairat Aa Jaye

Ye Sms Parhte Hii In Ka Bhi Sms Aa Jaye . .

Ques: Do You Know
Which Animal Has Good
Manner?


Ans: Cat

Why?
Because It Always Asks
Permission Before
Coming Inside
''Maiauon''