2 bachon ki baywa maa chothi dafa shadi kar rahe thee,
theek nikah k waqt dosra bacha ronay laga,
maa boli:"chup ho jao warna agli dafa sath nahi laon gi".......
parhay likhay punjab k jahil hukmaran motawajah hun:18febury kee sham ko gum ho ne wala bucha puntured shuda cycle sir par rakhay main main karta huwa e-wane sadar jatay dekha gia ha mazeed malumat is paty par hasil karanin kangal awam factory flourelss bazzar pakistan
''kabi to hamari gali aao,,,
thora sa sharmao,,,,,,
aur muskrao,,
apni ankhon se zulfen uthao,,
hamary ghr ki bell bajao,,,
aur,,,
awaz lagao,,,
kachra de doooooooooooo,,,,''
Life Main Kabhi Comptomise Kerna Parey Tou. . .
Don''t Hesitate . . .
B''coz
Jhukta Wo Hi Hai Jis Main Jaan Hoti Hai
Aur Akar Hi Tou Murday Ki Pehchaan Hoti Hai . . . ;->