Class Mai Larkon Ki Shararat Sai Tang
Aa Ker Ustaad Ne Inhain Seedha Lait Ker
Cycle Ki Tarah Taangein Chalanay Kai Liye Kaha..
Aik Larka Thori Dair Chalanay Kai Baad Ruk Gaya
Ustaad Ne Daanta Tu Us Nai Kaha..
''Lab khamosh hote hain jab tum saamne aati ho,
Dil dhadakta hai jab nigaahein milaati ho,
Saans ruk jaati hai jab muskuraate ho,
Bhoot ho kya jo tum itna daraate ho.''
Reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai....
reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai....
woh kambakht na jane kaunse sabun se nahata hai!!