Aik shaks punjabi se yaar ager mai tumharay sir pe goli maru to? punjabi: yaar mai mar jawan ga yehi sawal angrez se angrez: i will be die. pathan se: pathan: yaar sher wala goli maray ga ya ponstan wala......
Baniye ki wife bimaar thi, light na hone ki wajah se usne candle jala di aur bola: Doc ko lene jaa raha hun, agar tumhe lage ki tum nahin bachogi to plz candle bujha dena