Boy:Sir Ap Apni Beti Ki
Shadi Mjh Sy Kr De''n
Me Ap ko Us k Wazn k
Brabar Sona Dunga
Sir:Mjhy Wqt Do
Boy:Sochny k Liye?
Sir:Nhi Beti Ka Wazan
Brhane k Liye ;->
Ek Faqeer Ne Doosre Faqeer Se Poocha: Tum Ne Wo Bridge Wali Jaga Q Chorh Di Wahan Tou Khoob Kamai Hoti Thi
Pehla Faqeer: Mene Wo Jaga Apne Chote Bete Ko Birthday Pe Gift Ker Di . . . ;->