Dad – aaj tak tune koi aisa kaam kiya hai jis se
mera sar uncha huaa ho ?
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
,
Son – ek baar aapke sar ke niche takiya lagaya tha
bhul gaye..:P:P
''Plumber: Pipe Naya Laga Diya Hai Aur 1000 Rupay Bill Hogaya Hai.
Man: Aray Itna To Main Engineer Ho K Bhi Nahi Kamata.
.
.
.
.
.
.
.
Plumber: Sahi Keh Rahy Ho. Main Bhi Nahi Kamata Tha Jab Engineer Tha.''