Ager Duniya Ko Kuch Kar Ke Dekhna HAi Tu Sunooo Meri Baat ......
Hathi Ke Upar Ulta Khara Ho KAr Photo Khihwao ab Photo Ko Ulta KAr Ke Duniya Ko Dikhayooo... ;->
ek sadhu ne car park ke paas kutiya banai.
log uski kutiya ke agal bagal car or skuter khadi karne lage to usne baurd lagaya ki yaha gadiya khadi karna mana hai
ullanghan karne walo ko shrap diya jayega.
Girlfriend Chahey
Jitni Bhi Buri Ban
Jaye,
Kabhi Us Sy Dosti Mat
Torna
Kyun k
Paani Chahey Kitna Bhi
Ganda Ho Jaye,
aag Bhujane K Liye
Kaafi Hota Hy ;-