why u r so intelligent?

why u r so intelligent?

"Think"
Why u r so sweet?
Why u r so intelligent?
Why u r so innocent?
Why u r so lucky?


Ab hum se salaam duaa ka kuch tu asar ho ga na ... =P ;->
  

May, 05 2010     161 chars (2 sms)     3156 views       Funny

more Funny SMS Messages

Ek Faqeer Bachi Se

ALLAH K Naam Par De Beta

Bachi
Main Beta Nahi Beti Hun

Faqeer: ALLAH K Naam Par De Beti

Bachi
Mera Naam Nusrat Hai

Faqeer: ALLAH K Naam Par De Nusrat

Bachi
Mera Pora Naam: Nusrat Parveen Hai

Faqeer: ALLAH K Naam Par De Nusrat Parveen

Bachi: Ye Hui Na Baat
Ab Maaf Karo Baba
Pthan rail ki patri pe leta tha.

Dost ne kaha kya kr rahy ho?

Rail guzri to mr jao ge.

Pthan: Abi upar se jahaz guzra, kuch ni hua,
Rail kya cheez hy..?
Nursery,


Baloch Colony,



Karsaz,



Airport,



Malir,



Quaidabad



Laloo khait

Laloo khait

thakk..

thakk..



Rok ustaad





Utray ga

FARAZ...
''1 Larka Doosre Larke Se:

Yaar Tumne Kabhi Koi Larki Phansai hai?



Doosra: Yaar Larki To Maine Phansa li thi.

Par Tum Logon ne ye Mohalla hi Chor Diya''
Har sawal say dut ker larna,
Phainkhnay me kami mat karna,
Moqa milay to pichay bhi dekhna,
aur 1 bat yaad rakhna,
aagay walay ka paper apna samajhna.
AaJ kaL
kI LarkIya
Buhat RoTi HaIn
d0stO...!!!











KyUn Ke. . .


































MaIn UnHaIn
LiFt hI
NahI KaRaTa... =P ;->
agar ap chand hotey(khuda na karey)to kya hota,






Chandni raat na hotee aur sirf andhera hee andhera hota
Why do we fall in love?
Experience ki kami.
Why do we break off love?
Patience ki kami.
den y do v want 2 fall in luv again
Dimag ki kami!
Achon Se Zyada
Tum Achay Ho,

Sachon Se Zyada
Tum Sachay Ho,

Mene Kaha
Mujhe Tum Se Mohabbat Hai,

Wo Boli "PAPPU"

Sharm Karo
Abhi Tum Bachay Ho... =P ;-> o_O
Na ye CHAND hoga na TARAY rahenge Kya hum hamesha KUNWARAY rahenge?

Is duniya me kitno k NIKAH ho gayeKya naseeb mai apnesirf NIKAH k CHUWARAY rehenge?
Teacher: Translate into Urdu.

"She is Kidding"


Pathan: Woh Bachay Day Rahi Hai.
Aaj Maine Ek Jaan Bachai

Wo Aisay bachai k

Fakeer Ko Pucha ,1000 Ka Note Dun to Kya Karega ?

Wo Bola Khushi Se Mar Jao ga

Mene Kaha Ja Nahi Deta ..!!