1 Aadmi TeleScope

1 Aadmi TeleScope
1 Aadmi TeleScope Se Aasman Dekh Raha Tha,

PATHAN B Usse Dehaan Se Dekh Raha Tha,

Achanak 1 Tara Tuta,
PATHAN Zor Se Chilaya."Wah ustad Kya Nishana Lagaya Hai.
  

May, 25 2010     167 chars (2 sms)     2916 views       Funny

more Funny SMS Messages



1 Hathi Romantic mood mei
1 chunti ko cherta hai.
chunti ghusay mei
Hathni k pas ja k kehti he:

Apny awara shohar ko smjha lo
warna mard hamary ghar me b hain
''Is dil ko yeh gawara nani hota

Inbox main koi sms tumara nahi hota

bhool kar hi koi sms kar dia karo

Miscall par apna guzara nahi hota.''
Butt: Sir hun meri salary wada deyo, mera vyah ho gaya hai. Boss: Factory de bahar hon wale hadseyaan layi factory jimmevar nahin hundi.


When U Take My Name
Slowly, I Die In The
Spot ...






Samajh Aai ???









Nahi Aai !!









O Yaar !!
Jaddon Holi Jaee
Lena Aen Mera Naam
Main Thaan Marr Jaandi
Aan ... ;->
Lafz lafz likhon teri tareef mai,

.

.

.

Lafz Lafz Lafz

Lafz Lafz Lafz

Lafz Lafz Lafz

Lafz Lafz Lafz

Kafi hain ya aur likhon?
Sabhi Pakistan Waasiyo se ye Binti ki Jaati Hai k.

Urdu Bhasha Bolty Samay Hindi Shabdon ka Prayog Na Karen.

Aur Shudh Urdu K Prayog ko Jeevan ka Ang Bana Len.


Dhanyawad!
Musharraf Ne Qaum Se Khitab Kerte Huye Kaha K Pakistan Mey Buhat Jald Gurbat Khatam Honay Wali Hai........ Aur Koi Gareeb Nahi Rahe Ga....



















Sach Hi TaU Kaha Hai.....


Kyunki Sarey Garib Tau Mar Jaye Ge....



GEO MUSHARRAF.................
Aik ganda msg sunaon?


aik larka hota hai,


wo gatar main gir jata hai
Aye Haye :_
*Ganddaaaaaa*
Ladki aisi paheli hai, Kabhi tere toh kabhi meri saheli hai, Kharcha karo toh bole: "DARLING I LOVE U". Na karo toh bole: "BROTHER HOW R U ?"
Wo Kya Janay Mere Dil Pe Kya Guzri us waqt "paPpu"
Jab Us Ne Meri Tarf Dekha or Boli..


Excuse me
Badboo aap ne maari hai...? ;->
Munna Bhai: Abe circut ,Ye Bata , Ager Bina daaton ka kutta kate tu kya karnay ka ?
circuit: Simple bhai... bolay tuu... Bina sui k 14 injections :D
BoyFrnd: Tumhare Ghar Gaya Thha, Muze Nhi Lagta Hamari Shadi ho Payegi.
GrlFrnd: Kyon Mere Papa se Mile Kya?
BoyFrnd:Nahi Tumhari Bahen Se